Yaar Main Bilkul Apni Maa Par Gaya Hoon
Santa : Yaar Tu Itna Bada Ho Gaya
Aur Phir Bhi Abhi Tak Tere Ko
Dadhi-Mooch Nahi Aayi?
Banta : Yaar Main Bilkul Apni Maa Par Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!) / 1037 views
Similar Jokes
A woman is sitting at a bar. A man approaches her. Hi, honey, he says. Want a little company? Why? asks the woman. Do you have one to sell?
by khalid hussain (few years ago!)
1 nursery CLASS ka bacha bola-madam main aap ko kaisa lagta hun?
Madam boli
SO SWEET
BACHA apni side Ke Larki se bola
dekha maine kaha tha na
line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan: ye bakray ki raan kidhar gai?
Qasai: Bakra langra tha
Pathan: r Dil?
Qasai:Wo bakri legai
Ptan:Baba dimagh to hoga?
Qasai:Sorry Lala.
Bakra b PATHAN tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Uffo Kya Kerte Ho.
Door Hatt Jao.
Koi Dekhega Toh Kya Sochega?
Aqal Nahi Hai Kya?
Uff Abhi Nahi Kerona.
Akele Mein Kerna.
.
.
.
.
.
Naak Saaf.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik FAQEER Nay Ghar K Bahir Se Awaz Lagayi:
Babu Ji Roti Milegi?
Andar Se Awaz Ayi:
“Biwi Ghar Per Nahi Hai”
FAQEER: Main Ny Roti Laine Hai
“CHUMMI” Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aalsi se uske dost ne kaha:-suna hai tum faoj main bharti hone ja rahe ho.
Aalsi Dost:-are nahin,mujhe to ye bhi nahin pata ki badook ka muh kidhar karna hai?
Pehla dost:-koi baat nahin, kahin bhi rakhoge, desh ka bhala hi hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan : Doctor sb
Mujhe awaz sunai deti he Laikin aadmi dikhai naheen deta.
Doctor : aisa kab hota hai ?
Pathan : phone karte waqt
Doctor : lakh lant a
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhe ek Aadmi ne Chaqu dikha kar loot liya:
Frend: Lekin tere paas to humesha Gun hoti hai.
Pathan: Woh maine Chhupa di thi, Warna woh bhi le jata.
by Abdul Hannan (few years ago!)
WOH na mila to USKI yaadon k saharay jee lenge,
warna
USKI shaadi me Jaa K
?
?
?
*COCA COLA*
Hi Pee lengy.
Burrrrrrrrrrrrr..
by Mazhar Khan (few years ago!)