1 chor police se chupta hua

1 Chor, Police Se Chupta Hua 1 Tuti Qabr Me Lait
Gya.
Qareeb Se Kuch Pathan Guzray
To Unho Ne Socha Ke Shayed Log Mayat Par Matti
Dalna Bhool Gaye. Fatta Fatt Matti Dalna Shuru
Kar Di
Chor Bola: “Bachao Bachao”
Pathan: “Oh Khocha Jaldi Jaldi Matti Daalo Is Par
To Azaab Shuru Ho Gaya Ha..

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 888 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ek choha sharab ke glass main

Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy
yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari glass gira diya.
Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy
k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena…
Chooha Muskuraya
Or Bola
Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy me tha.;-)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
bhikari to pathan

Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.

Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?

Bhikari: G Han.


Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana

by Abdul Hannan (few years ago!)
Ache Kapde Pehn k bazar

Pati-Jb mai Ache Kapde Pehn k bazar jata hu to sabziwale sabzi mehngi dete h Jb gande kapde pehn k jata hu to sasti BV-Kal Se katora le k Jana

by Pak101.com (few years ago!)
Maalik to Santa

Maalik to Santa: Tu to kehta tha ke tu thakta nahi hai. Aaj fir tu sota hua paya gaya hai.

Funny Santa: Mere na thakne ka yahi to raaz hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Rishtay K Liye Tasweer

Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.

by Mazhar Khan (few years ago!)
1 bar santa USA Gya

1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa gya.... :-


by Pak101.com (few years ago!)
Dawaza kholo tm se bt karni hai

Police tak kak tak

pathan:kon?

Police:police wale hain darwaza kholo tm se bat karni hai.

Pathan:tum kitne ho?
Police:3

pathan:to pher apas me kar lo.

by Sabir shah (few years ago!)
Funny

Aik bhikari Sarak(Road) par langra kar chal raha tha. Samne se teen dost aarahe the. Bhikari ko iss tarah chalet daikh kar pehle dost ne kaha. “yar dekho be chare bhikari ki tang tooti hoyi hai”.

Doosre dost ne kaha: “nahi yar! Mujhe lagta hai keh is ki tang maflooj ho gayi hai.”
Yeh sun kar tisra dost bola. “ tum donon ghalat andaze laga rahe ho, mujhe lagta hai is ki tang ko polio ho chukka hai”.

Iss baat par teenon doston mein takraar hone lagi. Bala-akhir inhon ne faislah kia keh wo bhikari se hi puch lete hain, wo teenon bhikari ke paas gaye aur is se pucha. “ bhayi saheb! Yeh aap ki tang kis tarah tooti”.

Bhikari (ghosse se teenon doston ko ghurte hoye bola) “arey! Meri tang nahi balkeh mera juta tuta hai “.

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
My Londda Gironda From Hero Honda

Lady 2 Doctor:
Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gya

Doctor: I Dont Know Hindi
Plz Talk In English

Lady: My Londda Gironda From Hero Honda

by Pak101.com (few years ago!)
Bholu: Yaar Ek Baat Bata Pappu

Bholu: Yaar Ek Baat Bata Pappu, Agar Girlfried Ho Toh Kaisi Honi Chahiye?
Pappu: Kya Batau Yaar Girlfriend Toh Aisi Ho Jiski Ankein Aishwarya Jaisi, Baal Kareena Jaise, Aur Chal Katrina Kaif Jaisi Ho…
Bholu: Pagal Sun, Girlfriend Aisi Ho Jo 5 Logo Ke Beech Khadi Ho Sake, Na Ki Aisi Jisko Dekh Kar 5 Logo Ka Khada Ho Jaaye

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Ek Pagal Khat Likh Raha Tha,

Nurse ka mangetar bari hasra..

Santa chawal kha rha tha

“Lipton di cha hai?”

If Hollywood Movies Were Mad..

Oh sundari

A Young Naval Student

Due To Rain No Match

If Hollywood Movies Were Mad..

Bad Temper Problem

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook