Red Tie Aur Sardar
Sardar G Ko Invitatn Mila K:
Aap Ne Party Mein RED Tie Pehan Ke Aani Hai
Sardar G Party Mein Punhchey
To Dekha K Logon Ne Pent Shirt Bhi Pehni Hui Thi
by Mohammad Ali (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
The life is so short even to complete your sleep, I wonder how people find to study"
.
(William kaamchor )
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Pak101.com (few years ago!)
2 Cheeje kismat walo ko milti hai
1- Without Boyfrnd wali acchi
Patni...!
... .
.
.
Aur
.
.
.
2- samose ke sath xtra chatni:-p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan to Frnd:
Yaar abbu Ka Msg Aya Hai K ghar aao
Kia karu?
Frnd: Message sending fail' likh k bhej de
Pathan ne aisa he kia,
Aur reply aya
"Ok" :
by hearthackervsgirls (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Mazhar Khan (few years ago!)
Newly married couple
.
Wife:
Humari shadi ko pure 24 ghante ho gae hai
.
Husband:
Ur dekho lgta hai jese kal he ki baat ho
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar bank mein 1000 rupeya jama krany gaya,Cashiar bola janab ye hazar rupeya to nakli hai”Sardar:jama mery acount wich hone ne tenu koi takleef?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 larka
Larki se puchta hai k : Bachay kese hote hain/
Larki : chup..!!!
Larka : Batao Na plz :p
Larki : Nahi pata ab mat pchna ..!!
Larka : Aray bewaqoof itna bhi nahi pata
.
.
.
Bachay Shararti hote hain :P :D
Moral Girls hamesha boys ko galat hi samjhti hain
by Pak101.com (few years ago!)
A fool looks in miror & thinks: Isko kahi dekha hai!
After a while he remembers: Yeh toh wahi kamina hai jo meri shadi ki album mein meri biwi ke saath khada hai!
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Pathan… Larki Say Hum Say Shadi Karo Tum Ko Sawab Milay Ga..
Larki: Woh Kaisay?
Pathan: Hamari Shadi Hogi Bacha
Hoga, Bache Ka Name Sawab Khan Rakhenge.
by Pak101.com (few years ago!)