Bahut kamina tha
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha, kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1007 views
Similar Jokes
Aik Sardar kay han 20 saal bad bacha hua. Wo udas ho gaya.
Dost : Yaar udas kion ho?
Sardar : 20 sal baad bacha huwa wo bhi itna sa.
by Pak101.com (few years ago!)
Ashwin mujhe neend nai aaraha:-
ammi:kiun:;
ashwin:pehlay afridi ata tha khuwab me ab thishara pareera aya hai k 1 bal rah gaya hai wo karo mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
Class Teacher Ne Students Ko
"MY CLASS TEACHER"
Pe 10 Line Likhne Ko Kaha
Thori Der Bad 1 Student Ne Uth Kr Pucha:
Sir'Kanjar' Ko English Me Kya Kehte Hain? :-P
by Pak101.com (few years ago!)
Current se Bhi Bara Jhatka,
Insaan Ko Tab Lagta Hai,
Jab Usay Pata Chalay,
K Wo
Baghair Package k
"Mobile Data Net"
Use Ker Raha hai...;-p:0
by lescol (few years ago!)
Extreme Height of Positivity:
Pathan Cricket Khail kar Aaya.
Dost: Kitny Runs Banaye?
Pathan: Century Honay Mai Sirf 99 Runs Baaqi Thay k Out ho Gaya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta: Ek sar dard ki goli dena
Santa Chemist: Thora sochane ke baad, Sar dard hone ki to koi goli nahi aati
by Pak101.com (few years ago!)
Obama: How poor is Pakistan...
.
.
.
.
.
Rehman Malik: Beta tumhara pura mulk jitna oil khata hai
.
.
.
Utna to hamari ammi Paaye k saalan mein daal dete
hain..! Baat karta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi ki 14th ANNIVERSARY pe HUSBAND gehri soch mein tha.
Wife: Kya soch rahay ho?
Husband: Yad hai,
... Jub tumharay abbu ne date pe pakra tha,
Or kaha tha,
Ya to meri beti se shadi kro,
Ya 14 saal k liye Jail jao,
Wife (smiles): Yes
Husband: Agr Main sahi faisla kerta to,
ajj Azaad ho jata. :D
by Pak101.com (few years ago!)
2 habshi aur aik pakistani ja rhy thy.un ko pari mili.us ny kaha mein t0m sub ki aik aik wish p0ri karo gi.
Pahla habshi..mjy g0ra kar do.pari ny usy g0ra kar diya
D0sara habshi..mjy bi g0ra kar do.pari ny usy bi g0ra kar diya.
Pakistani khara hans raha tha.pari ny us sy kaha..hanso mut.apni wish btao.
Pakistani..in dono ko phir kala kar do....
hahahahahaha.
Geo Pakistani .
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek pathan ka Bus mein ek Larki k paon k oopar
paon aa gaya,
Pathan: I'm sorry.
Girl: Andhey ho kya ?
Ek Handsome boy ka b paon Larki k paon k oopar
aa gaya,
Larka: I'm sorry.
Larki: It's ok, No problem
Pathan: (Ghussey mein) Q humara SORRY ka
spellings galat tha kya ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)