do Bandar Kishti ma
do Bandar kishti ma sawaar thy,,
aik ne kaha:: "yar kishti dagmaga rhi hai, aisa na ho k doob jaye"
dosray ne jawab diya:: "doob jany do yaar waise bhi kambakht ne kiraya bht lya hai"
hahah
by WAQAR (few years ago!) / 938 views
Similar Jokes
Boy friend to his Girl friend:
"darling mere kaan main kuch garam sa
kuch naram sa, kuch namkin sa
kuch mitha sa kaho na"
Girl friend sharmate hue: " HALWA PORI"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: pappa agar main exam pass karunga to kya doge?
Pappa: ek cycle dilaadoonga
Santa: agar fail hua to?
Pappa: 10 cycle dilaaunga
... Santa: woh kyu?
Pappa: padhaai bandh karke cycle shop khol lo
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Bakri Ko Bus Mein Le Ke Gaanv Jaane Laga To Conductor Ne Mana Kar Diya.
Santa Ne Dimag Chalaya Aur Bakri Ko Burkha Pahna Ke Bus Mein Le Gaya Aur Conductor Se Bola
Santa: “Ye Meri Naani Ji Hai Budhape Ke Karan Jhuk Gayi Hai”
Thodi Der Baad Bakri Ne Potty Kar Di, Conductor Ne Dekha Aur Chilla Kar Bola
Conductor: “Sardar Ji, Aapki Nani Ki Rudraaksh Ki Maala Toot Gayi.“
by Pak101.com (few years ago!)
Sms karenge tumhe bhari bhari,
Ye rasam lagati hai hume badi pyaari,
Ye sms milte hi sms karo,
Kyonki hume pasand nahi sms ki udhari!!!!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa & Banta Were Discussing
Santa: If I Drink Coffee, I Can’t Sleep
Banta: Its Happend Opposite To Me
If I Sleep, I Can’t Drink Coffee
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher:ye btao k cold drink faida mand hai ya nuqsan de?
Student:agr free me mil jae to faida mand hai aur agr pilani pare to bahut nuqsan de.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
EK Advocate ke bete ko uski Maa ne thappad maara...
Beta baap ke paas gaya aur kaha:
"Mummy ne mujhe bina wajah thappad maara.."
Baap ne usse ek aur thappad maara aur kaha:
"Advocate ke bete ho kar tuje itna bhi nahin pata ki Supreme Court k khilaaf appeal High Court mein nahi hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar car ki battery change karwane gaya ...
Mechanic - Sahab, Exide ki daal doon ?
Sardar - Nahin yaar, dono side ki daal de, warna phir
problem hogi.
by Abdul Hannan (few years ago!)