Inteqam
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!) / 821 views
Similar Jokes
1 Sardar jungle main gya…
us ny 1 shair(Lion) Ko apne traf
aate daikha.
Wo foran late gya
OR
Apni saans Rok lee.Shair us k paas
gya.
Aur Bry pyaar sy us k sir pr haath
phaira r kha…..
.
.
.
.
.
.
.
.
“Mere putar aa kam reech(bear)naal
kre
mere naal ni..”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Close-up se daant saaf karne ka,
Pepsodent se mazboot karne ka,
Babool se fresh rakhne ka,
Agar phir bhi white nahi hue,
Toh bindaas HARPIC use karne ka!!
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa begum k liye Chhapal lene gaya
Dukandar:Santa ji size to batao
Santa:Yaar wo to mai bhul gaya
aisa karo mere kamar pe nisan dekhlo
by Pak101.com (few years ago!)
Obama pakistan Aya To Ak Deewar par Likha tha
Obama kanjar:DDD
Obama Nay Ak Pakistani Say Pocha kanjar Ka Matlab Kya Hota ha
Pakistani Ne kaha is ka matlab hai.
WATAN SE PIYAR KARNAY WALA:P
Phir Obama (India) Gaya Aur Taqreer main kahan Mujhe pata ha
Aap sub kanjar hain:D
Main khud bohat bara kanjar hoon:-PPPP
Lakin Main ne GANDI say bara kanjar Aaj Tak nahi dakha:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
STU:Sr sb log HINDI ENG. me bolte hai MATHS me kyo ni bolte?
........
TCHR:Jyada 3 5 na kr
9 2 11 ho le
Ni to 4 5 dhr dunga to
6 k 36 dikhne lgenge.....
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Yar Mere Bal Boht Gir Rahe Hain
Frnd:Wo Kyun?
Sardar:Fikr Se?
Frnd:Konsi Fikr Hai Tume?
Sardar:Bal Girne Ki Fikr Se
by Pak101.com (few years ago!)
*. .Teacher bache se: tumhre pas 12 choclate hain tumne
3 hina ko dedi
6 Maham ko dedi
or 3 Fiza ko
To ab tumhre pas kya he?
Bacha: 3 zbrdst bachiyan. .*
by Hader Maher (few years ago!)
Teacher : Santa batao ‘M’ for kya hota hai?MSanta : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Marwadi Ladki Ne Apne Boy-Friend Ko Bola
Girl-Friend: “Janu, Tum Mujhe Apni Ye Diamond Ring De Do”
Boy-Friend Bhi Marwadi Hi Tha, Puchha: “Kyun?”
Girl-Friend: “Ise Dekh-Dekh Kar Main Tumhe Yaad Karungi”
Boy-Friend: “Tum Chaho To Aise Bhi Yaad Kar Sakti Ho”
Girl-Friend: “Kaise?”
Boy-Friend: “Ye Soch Kar, Ke Tumne Diamond Ring Mangi Thi Aur Maine Nahi Di“
by Pak101.com (few years ago!)
Titanic was sinking…
Santa: How far is the earth from here?
Banta: 1 kilometer.
Santa jumped into the sea and asked again: in which direction..?
Banta: Downwards !
by Pak101.com (few years ago!)