NO C!!!
Santa meets his friend Banta
Santa : A & B, A & B, A & B, A & B, A & B…!
Banta : Oye, Iska Matlab ?
Santa : Kuch Nahin Yaar, I Mean Long Time No C..!
by khalid hussain (few years ago!) / 847 views
Similar Jokes
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya
Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher,
Ye batao, jo log ghalat kam karte hy, wo kahan jate hein?
Lrki sharmatay huay boli-
Sir,Shehri log HOTEL me,
Aur gaon k log GANNE K KHET mein……
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boyfriend: Darling mein kal tumhaare ghar gaya
tha but lagta hai
hamaari shaadi nahi ho paayegi
Girlfriend: Oh no kyun? papa se mile they kya ?
kya boley woh.
Boyfriend: Nahi, tumhaari behan se milaa tha..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 larki raste pe setian bajati ja rahi thi
old man:beta kia waja hai aj itni khush kiun ho?
Larki:kaminu k exams ho rahe hain raste khali hain na.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Apnay 16 Bachon Aur BV
K Sath Dost K Ghar Dawat Pay Gya.
Dost Ne Itni Bari Family Dekh Kar Ghusay Mein Kaha:
Haya Nahi Aayi?
Sardar:
Nai, Ohda Paper C.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Munna bhai -Circuit, bole toh yeh ford kya hai? Circuit -Bhai, gaadi hai.
Munna bhai -Toh phir, yeh oxford kya hai?
Circuit -Bole toh, simple hai bhai, ox mane bael, ford mane gaadi. Oxford bole toh baelgaadi.
by Pak101.com (few years ago!)
World’s Best Feeling..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
It Comes When We See A Very Wonderful Question
Paper In Examinations Hall
And We Smile At Each Other
And Say:” Ek Bhi Nahi Aata Yaar…:-D:-D:-):-/
by Mazhar Khan (few years ago!)
What did the volcano say to his wife?
I lava you so much!
hahaha =D
by WAQAR (few years ago!)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?"
circuit:"simple bhai ,pathar mar kar dekho,
ager bhaga to bakra
aur ager bhagi to bakri.
by Abdul Basit (few years ago!)