Maalik Ne Pappu Ko Naukri Se Nikal Diya
Maalik Ne Pappu Ko Naukri Se Nikal Diya….
Maalik: Meine Jab Se Tumhe Naukri Se Nikala Hai….
Tum Roz Mere Ghar Ke Saamne Tatti Kyun Karte
Ho,
Pappu: Aapko Yeh Ahsaas Karane Ke Liye Ki Naukri
Se Nikalne Ke Baad Mein Bhooka Nahi Mar Raha
Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1567 views
Similar Jokes
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Phatan bank lootne gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account mein jama kar do."
by Abdul Basit (few years ago!)
pathan cycle par jaa rha tha key galti se qabristan
me ghuss gya aur jub bahir nikla toh bola
uffff.... khudaya ye konsa road tha jiss mein itna
jump tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU:Meri billi mar gai
MOLU:kese mari
GOLU :Maine use nahala diya tha
M- nahalne se b kahi billi marti h
G-Maine nahalane k bad use nichod b thi
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar’s Poetry For Her Lover
Aam Hai K Aam Ka Achar Hai
Kuch B Hai To Mera Pyar Hai
Aur Mereee Is Request Pe Zara Ghaur Karna
Kyunk Propose Kar Raha Tumhein Sardar Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:beta kbi chori na karna chori ka phal hamesha karwa hota hai
beta:lakin jo apple me ne chori kar k khaya hai wo metha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Urti Chirya Kay Parr Gin Na
Hum to udti chidya k bhi par gin lete he,
Pathan: Is me mushkil hi kiya hai
2 hi to
hota hein
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jes Din Se us Bewafa Ne Mujhy Chora Hai
.
“Dost”
.
.
.
.
Yaqeen Mano
.
.
.
.
.
.
Mobile Ki Battery 3 Se 4 Din Aaram Se Chal Jati Hai..?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek cockroach ka marne se phle apne qaatil se akhri alfaaz
Aao mjhe mar dalo buzdl Insan!
Tum mujh se jalte ho
Q k tumhri BV tum se nahi mujh se darti haiSmile
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy: Mere sath chalogi
Girl: Kidhar
B:Aap jidhar bole udhar
... G: Thik h,shopping chalte he
B: Kasam se "DIDI" apse mazak karna bhi Gunha hai
by Pak101.com (few years ago!)