Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur
uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1428 views
Similar Jokes
dr kay band clinic kay agay lambi linr lagi hui thi
1 sardar bar-bar line main ghusta log usko pakar kay peechay phenk detay
sardar: lagay raho lagay raho salon main bhi aaj clinic nhgi kholon gaa.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko Raah chalte aik CHIRAGH mila,
Usne CHIRAGH ko ragra us main se aik JIN nikla,
Jin ne kaha: Teen khuahishat batao.
Pathan: Ek Shandar banglow ho, (Aa jata hai)
Us main bohat ameer log hon (Woh bhi aajate hain)
aur
aur
Us main mujhe CHOWKIDAR rakhwa do
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.
Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, "Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?"
Ladke ne palat kar jawab diya, "Sahi farmaya bhabhi ji."
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan angoor bech raha tha
mgr keh raha tha piaz le lo piaz.
Ek admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan: Chup ho jao warna makhia aa jayn gi…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Marte Waqt-Tumhare Ghr 10 lakh ka
daka maine dalwaya tha
0r 50 lakh ki chori b mene hi krai thi
Banta-Tumhe Zehar bi Maine diya he
by Pak101.com (few years ago!)
English Paper! Sardar ko jumly bnany thy.
1: "WHAT"
Tania ko Ali k saath daikh kar Asim k mathay par
"WHAT" par gaey.
2: "KILL"
Arif ne deewar main "KILL" thoak k tasveer tang
di.
3: "MY"
Hum ne ghar k kaamon k liye aik "MY" rahki hoi
hai.
4: "DIG"
Paon phisal janay ki wajah se Aslam neher main
"DIG" gya.
hahahahahahaha wah sardar G...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Man Crying: Mera hath kat gya
Bahut dard ho raha h
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gya
Fir bhi chup-chaap betha H..!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Hello! Aap WORLD BANK Se Bol Rahy Hain?
Officer: Yes, What Kind of help Do You want!
Pathan:
.
.
.
.
.
100 Ka Khulla Hoga?
by Abdul Hannan (few years ago!)