Meri patni mera itna khyaal rakhti

Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki
kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine
usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to
usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 762 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Lalu to Rabri

Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.

Rabri: Lalu Ji, Koi hint do na?

by Pak101.com (few years ago!)
Papa apki shaadi ho gayi?

Beta: Papa apki shaadi ho gayi?
Papa: Haan.

Beta: Kis se hui?
Papa: Bewkuf teri mummy se..

Beta: Wah papa ghar me hi setting kar li.

by Pak101.com (few years ago!)
Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha

2 Friends Jungle Main Bathroom Kar Rahay Thay,
Achanak SHER Agaya.
1st Friend: Oye Tu Dar Tou Nhi Raha Na?
2nd Friend: Nahi Nahi Yaar, Main Tou Nahi Dar Raha…
1st Friend: Tou Phir Apni Dho Meri Kio Dho Raha Ha…..:O :P :D

by Mazhar Khan (few years ago!)
Main Tumhari Roz Roz ki

Boyfriend:
Main Tumhari Roz Roz ki
Farmaishon se Tang Aa kar
'Khud Kushi' kar Raha hun.. =/
... ... Girlfriend:
Achha.. 1 White Suit to Dila do,
13vee pe Kya Pehnungi

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Yar meri biwi pani se

Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai
bhi security guard k sath bethi thi!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dekhna Mera Gadha Nazar Aa Raha Hai

Tufani Barish Mein Ek Pathan
Ka Gadha Gum Ho Gya Tha

Pathan Dhonty Hoye 1 Park Pohanch Gaya Wahan 1 Larka Apni Girl Friend Ki Ankhojn Me Dewkhte Hoye Keh Raha Tha
Mujhe Tumhari Ankhon Main
Pori Duniya Nazr Aa Rahi Hai

Pathan : Dekhna Mera Gadha Nazar Aa Raha Hai Kya

by Pak101.com (few years ago!)
Shadi se pahle aap roj gift

Patni- shadi se pahle aap roj gift dete they,par ab nahi dete,kyu? Pati: kabhi tumne machuware ko machli pakadne ke baad usey dana dalte dekha hai kya?

by Pak101.com (few years ago!)
I Was In A Taxi

'I Was In A Taxi,
When Da Taxi Driver Said:
"I Love This Job.Im indpndnt.Im My....'

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ladkiyaan Sabse Jayada Hot Kab Hoti Hai?

Ladkiyaan Sabse Jayada Hot Kab Hoti Hai?

Na Munna Na-Na,

Apni Soch Apne Paas Rakh,
Bechariyo Ko Jab Bukhar Hota Hai,
Tab Sabse Jayada Hot Hoti Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
sardar aur doctor

Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?

Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt

by sana (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Telephone call

Funny

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

shadi mubarak

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook