Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Boss: Tumhare Father ka kya naam hai?
Servant: Bijli Deen
Boss: Ye kaisa naam hai?
Servant: Sir, pehle unka naam Chiraag Deen tha,
lakin jab se Science ne taraki ki hai unhon ne apna
naam Bijli Deen rakh lya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Sardar:aik din mujhe bahut gussa aya aur me ne zor se dewar pe laat mari aur wo toot gai.
Dost:aby jhoot mat bol
sardar:dewar nai meri laat toot gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
Santa : Mobile me kuch mp3 load krna he
Servicing Man : Memory card he?
Santa : Nahi kya Ration card chalega?
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: kiske liye chasma banana chahate ho ?
GOLU: MASTER JEE ke liye me unhe Gadha dikhaye deta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ?
Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa:
Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . .
by Pak101.com (few years ago!)
2 friends were attending a boring lecture..
.
1st frd- Even my ass has fallen asleep..
2nd frd- I know! I heard ir snore 3 times..
by Mohammad Ali (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Kid-aunty mummy ne 1 katori chini mangai h
Aunty(haste hue(-acha aur kuch kaha mummy ne? Kid-ha
kaha vo kutti na de to
samnewali kamini se le aana..
by Pak101.com (few years ago!)
Bv:dekho wo admi mujhe ghoor ghoor k dekh raha hai.
Shohar:arry rahne do,wo teen dabay wala hai,bekaar cheezun pe nazar rakhna us ki adat hai.
by Sabir shah (few years ago!)
CIRCUIT : Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna
mangta hai.
Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega
Bhai.
MUNNA BHAI : Aye Circuit, who Sunita
ka baap aya hai terayko dund rehla hai. CIRCUIT : Bhai usko bolo apun gaon
gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI : Par Circuit, abhi to TU
bola kabhi jhoot nehin bolega. CIRCUIT : Bhai, apun jhoot nehin
bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
masjid mein elaan ho ra tha 1 bach mila hy jin ka hai aa k ly jain
1 pathan masjid gya or bola:hamko b dikhao jin ka bacha kaisa hota hy????????
by sarmad abbas (few years ago!)