Explain The word "AUTOMATICALLY
Explain The word "AUTOMATICALLY"
....Nahe pata
i"ll xplain... ager koi ganji ladki auto mein bethi ho
to use kehte hain auto_mein_takli
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 907 views
Similar Jokes
Is duniya me lakho log rehte h
Koi hasta h to koi rota h
Pr
duniya me sukhi wahi hota h
Jo sHam ko 2 paig laga k sota h
\;~;/
_| |_
Cheers
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Court Me Faisla Howa
90% Pathan Bewakof Hote Hn
Is Pr Pathano Ne Kafi Shor Machaya
Phr Samjhaya Gaya K
10% Pathan Bewakof Nhi Hote
Tab Ja Kr Mamla Thanda Hva.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Taxi mai bethe huye Passenger ne driver se kaha: Mujhe Taxi mai bethne par Eik he bat ki fikar hoti hai woh hain Brakes..
Driver: Apko ghabrane ki zroorat nahi, is mai brakes hain hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Roz Subha 50 ladkiya mera intezar karti hain
man- are waha Vo kaise?
sardar- Maine Girls collage Bus ka Drive Hu na.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl- Ladka kaisa he..?
Brother-Ladka achha he,Engineering kiya he,
Dikhne me FILM ka HERO Lagta he..!
Girl : kaun si FILM ka HERO ?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wo mujhe kehte hai tumein janant bana don gi par banani us ko daal bi nai aati
by Sabir shah (few years ago!)
Ik din ik pathan sabzi leenay gaya or woh sabzi mandi pohncha to dekha kafi deer se sabziwala sabzi ko pani laga raha hai akhir tang aaker us ne sabzi walay see kaha jub yah timtor hosh main ajayeen to 2 kilo tol dena.
by Pak101.com (few years ago!)