"O HERO"

ZindaGi me aGar kuch krna hy to aisa kr JaO
k jis Gali se B GuzrO
har ghar se tumhe pukara Jaye

"O HERO"

Yahan se Bhe KACHRA Utha le..

by Mazhar Khan (few years ago!) / 919 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Aik admi dosre se: bhia ye larki

aik admi dosre se: bhia ye larki kia hoti hai?






dosra:" pata nahi yar main to khud peshawar main rahta haon".

by Pak101.com (few years ago!)
Husband: may tang agaya hun

Husband: may tang agaya hun
.
.
Har cheez may meri Car mera ghar
mera mera karti ho
.
.
Kabhi hamara bhi keh dya karo..
.
Ab kiya dhoond rahi ho rahi ho?
.
.
Wife:
.
.
.
hamara duppata

by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher to Pathan

Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai

by Mazhar Khan (few years ago!)
i love you

Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you"
ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya
hon eslie !

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Purani Kahawat Hai Ki

Purani Kahawat Hai Ki..
Sote Waqt Koi Tension Le Kar Nahi Sona Chaiye
Fir Bhi..
Hum Aapko Yaad Kar Ke Sote Hai...

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Upar Accedent Ka Khatra Nhi Hota

Teacher:Bada Ho K Kya Banoga

Santa:Pilot

Teacher :Q

S:Upar Accedent Ka Khatra Nhi Hota

by hearthackervsgirls (few years ago!)
perhai 2 terha say ki jati hai

perhai 2 terha say ki jati hai
1;ya to shok ho
2;ya der
per
shok to hamay hai ni
or derty hum kisi k baap say b nai

by Mazhar Khan (few years ago!)
B.A

MUNNA BHAI: Mamu, tu kitna pada hai? MAMU: B.A.

MUNNA BHAI: Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?

by Pak101.com (few years ago!)
Jhoot Nehin Bolna

CIRCUIT: Bhai, Bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.

MUNNA BHAI: Aye Circuit, woh Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.

CIRCUIT: Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.

MUNNA BHAI: Par Circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.

CIRCUIT: Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.

by Pak101.com (few years ago!)
Same Blood Group

Doctor : App Ka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?

Sardaar :Hoga Zarur Hoga
25 Saalse Mera Khoon Jo Pee Rahi Hai

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

What is the difference betwe..

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook