Funny 1.
Har pal,
har waqt
har lamha
har aahat
har ahsaas
aur
dil ki har dharkan keh rahi hai
tooba kitni sardi hai.
by Sabir shah (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Ek chor amir lok ke ghar mein chori karne gaya. Trunk pe likha tha “Trunk ko todne ki jaroorat nahi hai, 156 number press karke sahmne vala lal
batan dabao, trunk khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor us lok se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
I Was In A ‘Taxi’ When The Taxi Driver Said: “I Love This Job..! I Am My Own Boss; & No Body Tells Me What To Do..!” Then I Replied: “Aage Sey Left Le.
by haleema sadia (few years ago!)
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan apni bhabi ko khob mar raha tha!
Logon ne pucha k tum apni bhabi ko kyun mar rhe ho?
Pathan: Hamara bhabi achi aurat nahi hai.
Logon ne pucha tumhain kaise pata.
Pathan Bola:
O Yara mein jis dost se bi puchta hun k tum kis se phone pe baat ker rahe ho ,Woh yehe kehta hai
TERI BHABI SE !!
by Pak101.com (few years ago!)
Bunty film dekhne jane se pehle apni biwi ko 1 paan kharid kar deta he.Biwi: Apne liye b kharidlo.
Bunty:Mai paan ke bina b chup rehsakta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan pehle Rozay ko masjid me naat parhne gya
sab logo ne usy buhat maara
Kyun?
Kyun ke pehle hi rozay mein naat parh raha tha
“Alvidah Alvidah Mahe’y Ramzan”
by Raju (few years ago!)
Santa To Doctor: Main Susu Subha 5 Baje Karta Hu Aur Potty 6 Baje Karta Hu.” Doctor: “Phir Isme
Problem Kya Hai?” Santa: “Doctor Saab, Par Meri Aankh Subha 7 Baje Khulti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Chinese Baccha Doosre Se:
Yaar Mere Abbu Ka Intiqaal Ho Gaya Hai
Dossra Baccha: Oh Yaar!!
China Ki Cheezo Ke Sath Yahi Masla Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS
?NARRA?:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Girl-Mujhe Apni Heere ki Ring De Do,ME Ring Ko Dekh K Tumhe Yad kia Krugi
Boy- Tum ye Soch k Yaad Karna ki Kamine se Ring Mangi Thi Or Usne Nhi Di
by Pak101.com (few years ago!)