Parantho main aalu nazar nahin aa rhe
Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa
rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai
kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1193 views
Similar Jokes
Musafir (Gard se): gard saheb kia gari chalne mein itna waqt hai keh main chaye pi aayon.
Gard: is kay yakeen dilane kay liye mein khud aap ke sath chal sakta hon chaye pine kay liye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ko 500 or 50 Note Chaapne ka tender Mila.
Kanjoos Santa Ne kagaz bachane k liye Ek Taraf 500 or Dusri traf 50 ka Note Chhap Diye.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan's wish: when i die,I wana die like
my grandpa who died peacefuly inhis sleep not screamin likeall d passengersin d bus hewas driving ;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardarji : Motor bike se bade jor se aatein hai aur niche gir jate hai. Public sab aakar uper uthake puchne lagte hai, “sardar ji kaise ho?“
Sardar : Arre arre chodo bhai aap logon ki dimag kharab ho gaya hai ky YE MERA UTARNE KA STYLE HAI…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqeer:5 rupee ka swal hai baba?
Pathan:pocho shahid mujhe ata ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Banta: yaar me kal Bitch per ghoomane gaya tha.
Santa: Ajib baat hai, tu kutti per baith kar
ghoomane gaya phir bhi usne katta nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla,
Iphone bhi China Wala Tha…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
A Beggar Found Rs. 100/-
.
..
…
He Went To A 5 Star Hotel For Dinner…
.
..
…
Bill Rs. 3000/-
.
..
…
He was unable to pay!!!
.
Manager Handed Him To Police!!!
.
He Gave Rs. 100/- To Policeman & Free!!!
.
Its Called FINANCIAL MANAGEMENT Without MBA
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek Pathan Pe Bijli Ka Taar Gir Gaya:
Pathan Tarap Tarap k Marne He Wala Tha,
K
Usay Yaad Aaya
K
Bijli 2 Din Se Band Hai. :-
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tom: sale! 1 laat marunga mumbai ja k girega!
John: mein marunga to america me girega!
Santa: bhai mujhe dhire se 1 LAAT maro..pas k gaon jana hai
by Pak101.com (few years ago!)