Daku Bank Lutne Gye
Daku Bank Lutne Gye
Gun Ghr Me Bhul Gye
Fir B Bank Lut Lia
...
Kese
Bank Manager SANTA Tha, Bola-
Koi Baat Nai I Trust U, Gun Muje Kal Dikha Dena
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 853 views
Similar Jokes
Bibi ghar ki rasoi mein payi jane wali ek faltu musibat hai
Iska paustik aahar pati ka bheja khana hai aur
Yeh pani kam khoon jyada peete hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Larka Bike Par Ja Raha Tha..
Bike Ka Tyre Bhains K Gobar
K Beech Mein Se Guzer Gya,
Qareeb Kuch Larkiya Khari Thi.
Unho Ney Taliyan Baja K Kaha:"Happy Birthday To U"
.
.
.
Larka Ruka Or Bola:
serf Wish Karney Se Kaam Nahi Chaley Ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ajj Mare Wife Nay Muj Ko Bohat Maraa ……!
Iss Nay Muj Say Poucha Ka Shaadi Ka Baad
Aghar Main Maar Gahee Too Tum Kia Karoo Gai
Main Nay Kaha Janoo Main Pagal Hoo Jahoo Ga
Too Iss Nay Kaha Sach Matlab Tum Dosri Shaadi Nahi Karoo Gai
Main Nay Kaha Ka Main Too Pagal Hoo Jahoo Ga
Aur Pagal Kuch Bhi Kar Sakta Hai
Bass Iss Baat Per Iss Nay Bohaat Mara Muj Ko
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sardar ko kisi ne khali message kia to sardar ne us number pe cal kar k kaha bhai ap ko maloom hai k ap k mobile ki sihai khatam ho gai hai
by Sabir shah (few years ago!)
Baap:
Itne kum marks..??
2 thappar lagne chahiyen.!!
Beta: Han papa!
mein nay to us kameenay mastar
ka ghar bhi dekh liya hay…!!
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Pathan ne Bus Khaayi mein gira di,
Police:Ye kaise huwa ?
Pathan:Oh...Yara humko nahi pata aaj humara conduter nahi aya tha isliye hum peeche kiraya lene gaya huwa tha.
by Asif Raza Shah (few years ago!)
A man got a call from unknown number...
Girl: Hi, r u single?
Man: Yes, but who r u?
Ans: Your wife.
Aaj ghar aana tab bataoogi.
Another call from unknown number...
Girl: R u married?
Man: Yes, but who R u?
Girl: Your girlfriend,
U cheat!!
Man: Sorry baby, I thought it was my wife.
Ans: Wife hi hoon kutte,
aaj tu bas ghar aaja..!
by Pak101.com (few years ago!)
Secretary: Sir aap muje naukri se
nikal toh nahi rahe??
Boss: Nahi, par tumhe kisne
kaha?
Secrtary: Wo aapne Cabin se sofa
aur Bed hatwa diya na Isliye
by Pak101.com (few years ago!)