1 Ghar mein TWINS paida huwe
1 Ghar mein TWINS paida huwe to saas ne kaha: mubarik ho! bhala bataao..
hmare pakistan k halat daikh kar bache bhi dunia mein akele ane se darte hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 1030 views
Similar Jokes
Wife bathroom se naha ke nikli to Santa use ghur
raha tha!
Wife romantic hokar:
Kuch karne ka irada hai kya?
Santa 2 thappad maar ke bola:
Mere garm pani se kyu nahay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy-I Love U
Girl-Sorry.. Muje Dusra Pasand H, Uski BMW Hai
Boy-Are Maine Aj 10kg "PYAAZ" Kharide He
Girl-Ohh.. Sorry Dear
I LOVE YOU TOO !:-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 American, 1 Chinese aur
1 Pakistani Chaand Per Gaye.
Teeno Ne Neechay Dekha To Zameen Per 1 Lambi Line Nazar ayi.
American:
Ye NASA Ki Building hai
Chinese:
Nhi Ye Deewar-E-Cheen He
Pakistani:
Oye Paglo Na Ye Building He Or Na Deewar
Ye To Utility Store K Bahir cheeni & Aata lenay Walon Ki Line He.
by Abdul Sami (few years ago!)
The Only Person who can Order a Woman
to Stop Talking
And In Reply
.
She gave Smile to him,,
.
.
.
.
He Is,,,
.
.
.
A Photographer...:-)
by lescol (few years ago!)
Ma:beti shadi ke liye kon sa date fix kare?
Beti:22 Dec. Ma:Q?
Beti(sharmate huye):Suna
hai us din saal ki sabsi lambi raat hoti hai...
by Pak101.com (few years ago!)
LADKi waLe PANDiT ko: hume aisa LADKA chahiye jo kuch KHATA-PITA NA ho
PANDIT: jajman aisa LADKA to i.C.U. ya EMERGENCY WARD me miLega.
by Pak101.com (few years ago!)
aik bili ne dosri bili se kaha yaar tum ankhein band kr k kabotar kion kha rhi ho..??
dosri bili: kal maine apne malik se wada kia tha ka kabhi kisi kabotar ki taraf daikhongi bhi nhi bas aisi lye ankhein band kr k hi kha rhi hon.
by WAQAR (few years ago!)
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.
Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?
Ladke ne palat kar jawab diya, Sahi farmaya bhabhi ji
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!)
Government is like a baby.
An alimentary canal with
a big appetite at one end
and no sense of responsibility at the other.
by lescol (few years ago!)