Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye
Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye Aur Zindagi
Mein Pehli Baar Rikshaw Dekha. Santa Rikshaw
Dekh Ke Bola.
Santa: “ Dekho Kitna Chhota Taanga Hai ”
Banta: “ Haan Aur Gadha To Dekho, Aadmi Jesa
Dikhta Hai..!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Larka Thoker Lagney Se Gadhey K Paaon Mein Jaa Gira,
Paas Se Guzarti Hui Larki Boli: Barey Bhai K Paoon Chooh Rahey Ho?
Larka: G Bhabi.
by Tayyab Mughal (few years ago!)
1 Pathan Bohat taiz bhagtay bhagtay ruk gaya....
Why?
Aby Saans phool gai thi uski...
Tum log bhi na Jaan le lo Pathanon ki.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher Ne Health Ki Knowledge Dene Ke Liye Class Mein Bacho Se Puchha
Teacher: “Ande Ka Faida Batao?”
Santa: “Sir Bahut Faida Hai”
Teacher: “Kaise?”
Santa: “Agar Ye Imtahan Mein Mil Jaye To, Agle Saal Ki Books Ka Kharcha Bach Jata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
wife : ab ki bar tume phir job na mili toh main meake chali jaaon gi
Hubsnd: thandi aah bhar ka bola wade wade sirf wade,
bahir b wade ghar pe b sirf wade
by Pak101.com (few years ago!)
Lucky: Yaar mujhey kuch nahi aata tha main paper khali chor aya hon.
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay. :p :D
by Asim Raza (few years ago!)
Santa Car ki Battery change karwane gaya.
Mechanic: Sahab, Exide ki Daal doon?
Santa: Nahin yaar,
Dono side ki daal de warna phir Problem hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Tony: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hamare Pyare Pandit Ji library me 2-3 ghante book pad ke bole: SO BORING. Itne saare characters, par koi story nahi.
Librarian: Pandit ji, yeh to telephone directory hai !!
by Pak101.com (few years ago!)
An Elephant Meets An Ant.
Elephant:
Tumhari Umer Kitni Hai?
Ant:
25 Saal.
Elephant:
25 Saal Aur Itni Choti?
Ant:
I Use LUX.
Meri Beauty Se Meri Age Ka Patta He Nahin Chalta.
Ant:
Your Age?
Elephant:
5 Saal.
Ant:
5 Saal Aur Itney Baray?
Elephant:
NIDO Jo Peeta Hon :-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 hamshakal jurwan bachay Sakht sardi k mosam me apny kamrey me bethay thay,
In me se 1 hans hans k loot poot ho raha tha or 2nd udas konay me betha kanp raha tha,
Baap ne pucha: tum itna q hans rahay ho?
Wo bola "kuch nahi papa,
aaj mama ne dono bar isi ko nehla dia hY"....
by Pak101.com (few years ago!)