FARAZ in Bakra Mandi
FARAZ in Bakra Mandi:
Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…
.
.
.
Phir Kisi se Maloom Hua Ye to “Gaaye Mandi” hai.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1166 views
Similar Jokes
Wife:Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh raha hai.
Husband:Are wo toh Bhangarwala hai,Bekar mal psr nazar rakhna Uski aadat hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Admi Ki Wife Margai
Dost Usko Chup Karane K
Bad-Tuje Kuch Chahiye?
Admi-Jaldi Laptop Le Aa
...
Dost-Q?
Admi -Facebook Pe Status Change Karke Single Krana Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa train me ek seat par akela leta tha
Ek aadmi aaya aur bola: bhai thoda side me ho jaiye mujhe bhi baithna hai
Santa: tujhe pata hai mai kaun hu?
Aadmi darr k dusri jagah baith gaya
phir ek pahalwan aaya aur bola: side me ho ja chotu mujhe baithna hai
Santa: abe oye tujhe pata hai mai kaun hu?
Pahalwan ne santa ki gardan pakad k utha liya aur bola: haanbol tu kaun hai?
Santa: ji mai " Bimaar " hu.. 2 din se tezz bukhar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:College Ki Ladki Se Bola I Love U! Ab Tum Mujhe Bolo Girl:Mai Abhi Ja K Sir Ko Bolti Hun Pathan: Pagal Ki Buchi Sir Ko Mt Bol Unki Shadi Ho Gai Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je:
MISS “NARRA”
by Pak101.com (few years ago!)
ek pathan ki behan ko daku utha kar le gaye,
sab ne kaha daku khatarnak hain khali haath mat jana
behan ko bachane.
Pathan 2 kilo mithayi le gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Singh Ji Zebra Crossing ke Black & White Patte par Bar Bar idhar se Udhar chalte the.
Woh kya soch rahe honge?
THINK ????
"SALA YEH PIYANO BAJTA KYO NAHI?"
by Pak101.com (few years ago!)
Sonu-Tune Uss Ladki K Liye Cigratte Chhodi Monu-Ha
Sonu-Daru Monu-Ha
Sönu-To Shadi Q Nahi Ki
Monu-Itna Sudhar Gaya Tha Ki
Uss Se B Achi Mil Gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Mazhar Khan (few years ago!)