Student
Boy and girl went on a Date
.
Baap ki call ayi: Beta kahan ho?
Beta: Practical kar raha hon
Baap: Dehan se practical karna kahin Exam se pahly na result aa jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1369 views
Similar Jokes
suma: maa, raju ne mujhe kiss de diyaa
maa: haan kya? rukho main poochti hoo.
suma: nahi maa. tum poochoge to woh nahi degaa
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan Amma rozana bus my conductor ko kaju or badam khany ko dia karti thi.
conductor : Amma ap mujhy roz kaju, baam khany ko kiyo deti hi.?
Amma : Mere dant to rahy nai beta sirf choos k phenkna acha nai lagta . socha kisi k pait me hi chaly jaen
hahahahahaaaaaa....
by @irha@ (few years ago!)
While walking in the highlands Santa fell down a deep hole.
Banta: R u ok?
Santa: Yeah!
Banta: Did u break anything?
Santa: No, there's nothing down here.
by Pak101.com (few years ago!)
Raju Ek Din Shyam Se Puchta Hai.
Raju: "Ek Over Mein Kitni Ball Fenki Jati Hai?"
Shyam: "6 Ball"
Raju: "Galat, Ek Over Mein Ek Hi Ball 6 Baar Fenki Jati Hai"
Kamyaab Nahi, Kabil Bano
by Pak101.com (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Pak101.com (few years ago!)
Kingfisher assistant:"sir
pichale 15 dino me ek bhi
bottle nahi biki..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Vijay Malya:"jara engineering
college me phone lagao aur
pucho result kab
hai..:p :O :D :D
by Pak101.com (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao ki is bag ke andar kya hai, to sare eggs tumare, agar batao kitne eggs to 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hain to vo murgi bhi tumari.
Rabri: Lalu Ji, Koi hint do na?
by Pak101.com (few years ago!)
Larki: Dukhandar se ye suit kitne ka hai?
Dukhandar: 1500 ka
Larki: Uff aur wo wala
Dukhandar: Do dafa Uff
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bachi ko bike pe ghumaty wqt agr helmet pehan liya jaye tu larki k bhai ki dhulayi aur rishtedaron ki nazar se bacha ja sakta hy
Zubaida Aapa k hifazati totka
by Pak101.com (few years ago!)
Achii aur buri biwi mein kya farq hai?
Answer: Kya matlab?
Biwiyaan achii bhi hoti hai kya?!
by Pak101.com (few years ago!)