mun mai pani aana
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!) / 852 views
Similar Jokes
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : O banno car ki speed itni kyon badha di?
Banno : Oji car ki break fail ho gayi hai, accident ho jaye iske pehle ghar pahunch jaate hain….!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka ped hai.
Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Hello! Aap WORLD BANK Se Bol Rahy Hain?
Officer: Yes, What Kind of help Do You want!
Pathan:
.
.
.
.
.
100 Ka Khulla Hoga?
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 gav me nadi pe bridge banaya Gya
People:bahut accha ho Gya
GOLU: ha ji pehle dhup me tair ke nadi paar krte the ab Chav me tair ke par krenge
by Pak101.com (few years ago!)
Kunware ki zindagi AIRTEL ki tarah hai “Aisi aazadi aur kha”
Mangni ke baad zindagi SPICE ki tarah hai “Wife hai to life hai”
Shadi ke baad zindagi RELIANCE ki tarah hai “Raho patni ki muthi mein”
Beta hone ke baad zindagi HUTCH ki tarah hai “Jha jaye aap wha phunche network”
Aur aakhir mein BSNL ki tarah “The subscriber is not Reachable”
by Pak101.com (few years ago!)
Mein Pee Kar Nahi Behakta, Usey Dekh Kar Behakta Hoon,,
.
.
.
.,
Itna Bta. Sharab Haram Hui Ya WO?
Ammi ka jawab :
Sharab Haram he, aur wo
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May Jhagar Tean
Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardar was celebrating the birthday of his son after 6 months
People asked: Sardar Ji log tu 1 saal baad birthday manaty hain, owr ap 6 maheny baad..?
.
Sardar: O jee, hamary han semester system hai
by inayat khan (few years ago!)