Bacha peida hotay hi cheekha
'Bacha peida hotay hi cheekha: Mujhay kuch nazar nhi aa raha, Mein andha houn..,....'
by Mazhar Khan (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Santa Ne Ghar Ke Uper Wale Hisse Mein Paint Kiya Aur Neeche Wale Hisse Mein Likh Diya
.
.
.
.
“Same As Above“
by Pak101.com (few years ago!)
sardar ko uski Girl friend ne apne boob choosne ko kaha.
sardar Thori dair choosne k baad rone laga…
Girl friend:kya huwa?
sardar:maa yad aa gai hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu: Mummy raat ko jb
main susu karne gaya to
bathroom ki door kholi toh
light apne aap hi jal gaye
Mummy: Haramjade tu aaj
phir freeze me susu kar aya
by Pak101.com (few years ago!)
Wife drinking WHISKEY,
asked “Tum kaun ho?”
.
.
.
Husband: Pagal ho gayi ho kya?
Apne husband ko bhool gayi?
.
.
.
.
Wife: Nasha har gum bhula deta hai…. “Bhaisaab”..!!:D
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Duniya Gol Hai?
Saboot Chahiye? Lo Hazir Hai
Cockroach Rat Se Darta Hai,
Rat Cat Se,
Cat Dog Se,
Dog Aadmi Se,
Aadmi Apni Girlfriend Se,
&
Girlfriend Cockroach Se.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Aur ALLAH Ko Kabhi Naraz Mat Kerna Q K Jub ALLAH Naraz Ho To Wo Doctor K Pas Bhej Deta
Hai Aur Jub Doctor Naraz Ho Wo ALLAH K Pas Bhej Deta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
2009 ki kuch dardnaak STORIES
1 pyasa kawa ur rha tha, achank neche ose pani or
kuch kankr nzr aye, jese hi wo pani me kankr dalne
k lye neche utra khudkush damakha me mara gya
1 kutte ne qasai ki dukan se gosht churaya,wo pani
me apna aks dekh hi raha tha k na maloom afraad
ne firing kr k halak kr dia
kachwa or khargosh ne race shuru ki, khrgosh k
sotay hi kachwy ne uska Mobile chura lia
Alladin ne chiragh ragra to jin gun point pe us se
sb kuch le gya…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
4 cheezain khatam hone per boht taklef dayti hain…! . .
1– Mohabbat
2– Rishta
3– Aietebar OR
4– ITWAR…:)
Itwar wala dukh ziada bara hai ;-):-p:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)