My Girlfriend broke up with me
Boy : My Girlfriend broke up with me and sent me
pics of her with her new
boyfriend .
-
-
-
Friend : Really Bad ,
What did you... do ?
-
-
Boy : I sent those pics to her Dad ... DHinka
chika...!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 819 views
Similar Jokes
Ek Baar Santa Apni Patni Ke Liye Chappal Lene Market Gaye. Dukandaar Ne Pucha,
Dukandaar: “Aapko Kis Size Ki Chappal Chahiye, Bina Size Ke Mein Chappal Kese Dikhau?”
Santa: “Yaar Wo To Main Bhool Gaya Hoon, Aisa Karo Meri Kamar Pe Nishan Dekh Ke Andaza Laga Lo
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa ke ghar chor aa gia
Santa ne daikha tu chor bhaag gia
Santa chor ke peche bhagty bhagty agay nekal gia
Santa: Ek to chori oper se "RACE" lagata hai hamary sath
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni: Agar mein mar jaon to tum dubara shaadi karoge?
Pati: Bilkul nahi.
Patnai: Mujhe yakeen hai tum dubara shaadi karoge.
Pati: Ok, mein shaadi karunga.
Patni: Kya tum usko hamare bed pe sulaoge?
Pati: Yes.
Patni: Kya tum meri jeans usko dalne doge?
Pati: Nahi, Voh tumhare se lambi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Kiya Aap K Ghar Walon Ko
Pata Hai k Aap Pagal Hen.??
.
Haan Ya Nahi Me Jawab Den.
Agar Aap Ny Jawab Na Diya To
Yaad Rakhen,
Khamoshi Ka Matlab Haan Hota Hai.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: (Doctor se) Meri skin bohat soft, mulaayam, or sensitive hay or rang bhi bohat gorra hy, sonay say pehlay kya laga k soya karon?
Doctor:
“KUNDI”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki Mandir Me-Hai Bhagwan
Kisi Samajhdar Aadmi Se Meri Shadi Karwa Do
Bhagwan-Ghar Chali Ja Beti
Samajhdar Aadmi Kabi Shadi Hi Nahi Krte
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar sharab pite hue roo raha tha kisi ne pocha sardar ji kyo ro rahe ho?
Sardar: Jis ladki ka naam bolna chah rha hon uska naam yaac nahi aaraha
by Pak101.com (few years ago!)
Mosafir “kya haal hain bhai ?”
conductor “bas theek hay”
“mosafir “main ne aap ka haal poucha hay,na ke bas ka”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Master- “Batao, gadhe aur manushya me kya fark hai?”
Vidhyarthi- “Manushya ko gadha kaha ja sakta hai,
parantu gadhe ko manushya nahi kaha ja sakta|”
by Pak101.com (few years ago!)