Bahu ke 1-2 afair
Bahu ke 1-2 afair sunkar
PATI ne jaan de di
3-4 afair sunkar SASUR ne jaan de di.
Lekin SAAS chup rahi kyu?
KYUKI SAAS BHI KABHI BAHU THI
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1112 views
Similar Jokes
Santa: Ye scooty kab li
Banta: Kal raat ko EK ladki mujhe scooty par bahut
dur le gayi aur boli jo chahiye le lo ,
main Scooty le aya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Memon Apne Kamre Ko Paint Ker Raha Tha..
Us ne Sirf Chhat Ko
"White" Paint Kiya..!
Aur
Baqi Deewaron Pe Likh Diya..
.
.
.
.
.
.
.
.
."Same As Above":
by Pak101.com (few years ago!)
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shoahar:tum 3 ghante se darwaze pe khari kis se baten kar rahi ho.;-
bv:meri saheli thi bechari k pas andar ane ka time nai tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Ko Gali Me Para 100 Ka Note Mila, Jis Pe Likha Tha
“Eid Mubarak”
Pathan Ne Chup K Se Note Jeib Me Rakhte Huye
Kaha
“Khair Mubarak”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Jo Ki Abhi Jawan Hi Tha Accident Ki Wajah Se Mar Gaya, Uski Bahut Hi Sunder Biwi Thi.
Jis Din Uska Antim Sanskar Tha To Us Admi Ka Ek Tharki Dost Uski Biwi Ke Pas Pahuncha Aur Bola
Dost: “Kya Main Suresh Ki Jagah Le Sakta Hoon?”
Biwi: “Haan Kyu Nahi, Mujhe Koi Aitraz Nahi Par Qabristan Walon Se Puch Lo“
by Pak101.com (few years ago!)
Qabr Ma Frishte 1 Admi Ko Mar Rahe The Phr Bhi W0 Hans Rha Tha
Frishte Na Wja P0chi
To Usne Kha Ke:
Mai Khudkash Hamla Mai Mra Hu
Ye Sir Mera Ha 0r Jism Kisi Or Ka
by Pak101.com (few years ago!)
Dr:agr tm meri dawai se theak ho gae to ap mujhe kia du ge
mareez:me qabren khodta hun ap ki qabar faree khod dun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar was asked to explain in English: "Dukh hamesha sath rehta hai magar khushi aati jati rehti hai."
The Sardar :- My wife is with me but her sister comes and goes !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ki Bevkoofiyo Ki Wajah Se Judge Ne Usko Elecrtic Chair Pe Bitha Kar Maut Ki Saza Sunayi.
Jab Usko Chair Pe Bithaya Gaya
To Jallad Ne Us Se Pucha: “Tumhari Koi Akhiri Khawahish?”
Santa Gabrate Hue: “Mujhe
Darr Lag Raha Hai, Please Mera Hath Pakad Lo“
by Pak101.com (few years ago!)