Kia Aap k Sur Par Seengh Hain?
Kia Aap k Sur Par Seengh Hain???
Just Check It
Nahi Hain??
Nahi
R u Sure??
Yes
Koi baat Nahi Gadhay k bhi nahi hotay
by Mazhar Khan (few years ago!) / 886 views
Similar Jokes
Santa: agar me Bus pe chadu ya Bus mujh pe chade,
dono me kya fark hai?
Banta:koi fark nai,
Dono bar ticket teri hi kategi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj K Dour Mein Sirf Wohi Insan Sar Utha K Chal Sakta Hai
.
.
.
.
Jis k pass MOBILE Na Ho.:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hun
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Bhaagta Hua Ghar Aaya Aur Hanfte Hue Apni Biwi Se Bola
Santa: “Ghar Ka Saara Keemati Samaan Chhupa Do, Mere Kuch
Dost Party Karne Aa Rahe Hain”
Preeto Ne Hairani Se Puchha: “Kyun Aapke Dost Chura Lenge Kya?”Santa: “Nahi Pehchaan Lenge“
by Pak101.com (few years ago!)
Auto Wala:
Saab!30 Rupee Hue
Sardar:
Le 15 Rupee
Auto Wala:
Saab,Ye To Baimani He
Sardar:
Abe Baimani Kaisi?
Tu Bhi To Saath Beth Kar Aya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sir : Apka Beta Cigarette Pita Hai
Aap Kabhi Use Puchhte Nahi ?
Sardar :Haan Puchhta Hu
Par Mujhe Kabhi Deta Hi Nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
Funny Bapu In Interview
Interviewer: Aap Ka Janam Kaha Hua Tha?
Bapu: Porbandar.
Interviewer:Uska Spelling Batao?
Bapu:Majak Kar Raha Tha,Gujraat Main Hua Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Miss: Ager Lion ki jaga kutta jungle ka badshah hota,
To jungle ka kya haal hota ?
Student: Wohi Jo Aaj Pakistan Ka Hai .
by Pak101.com (few years ago!)
What did the spectator miss when he went to the toilet?
The entire Pakistani Innings.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti thi.
Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere
gaal kheench k kehti
"AB TUMHARI BARI HAI"..
Phir maine unki ye aadat khatam
karwa di.
Friend: Kaise?
.
.
.
.
Girl: Jab kisi ki death ho jati tou
main un k Gaal kheench kkehti.
"AB AAP KI BARI HAI".. :D :P
by Pak101.com (few years ago!)