Quaid-E-Azam
1 Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki
Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou
Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2920 views
Similar Jokes
Yamraj ne ek ladke ki jaan le li. Chitragupt- is ko waqt se pehle kyon mara?
Yumraj: kya karun, march end mein target jo pura karna tha.
by Pak101.com (few years ago!)
1 banda bhagta howa aata hay aur Sardar se kehta hai
bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Sardar: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: If you will try to kiss me to main shor macha
doongi
Boy: Lekin yahan to door tak koi nahi hai.
Girl: I know per formality to karni hi padegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaj ki taza khabar: Sardaar ne apni sagai tod di. kyunki ladki kuwari thi, sardaar ne socha - jo aaj tak kisi ki nahi hui,wo meri kya hogi...!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 SARDAR Or American Siri Paye Kha Rahe Thay.
American K Hath Me Bakray Ki Zaban Agai.
American:
Wats This?
SARDAR:
Lo Dasso
O Khotaiya “This Is Language”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Do batche darkht ke sath latakne ki game khail rahe thai aik ne apne aap ko neeche gira diya doosray ne poocha kya thak gye ho
Pehla bola: Naheen mein tau pakk kar neeche gira hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar-
Pyar,Mohbt,Love sb dya
Pinky ko
Ur
Pinky ne mje he…
Major Rohail-
Kya hova?
Sardar-
Mene Pinky ki plate mese ek
Booti utthai tu usne muje kaat lya
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May
Jhagar Tean Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Pathan ne Apni Girl Friend ko Kiss kiya or bura sa mun bna k ek side thok diya.
OR kaha
Tum ne amara Naswar ka Maza he kharab kr dia...
by Abdul Hannan (few years ago!)