Height Of Facebook Addiction
Baap Ne Ane Bete Ko Computer Par Facebook Khole Dekha To Uske Pass Gaya Aur Bola
Baap: “Beta, Facebook Se Hatt Ke Bhi Ek Duniya Hai”
Ladka Khush Hote Hue: “Sachhi Papa, Zara Link To Share Karo, Please.“
by Pak101.com (few years ago!) / 922 views
Similar Jokes
Pakistan ka matlab kia?
BOMB DHAMAKAY OR AGHWA!
yeh tera pakistan hai yeh mera pakistan hai
yeh os ka pakistan hai jo sardar-e-pakistan hai
log kehtay hein k pakistan Zinda Baad!
hum kehtay hai......
pakistan se Zinda Bhaag
by Abdul Sami (few years ago!)
Neend Or Susti Hamari Dushman Hai
Allama Iqbal
Hmen Apne Dushman Se b Piyar Krna Chahye
Qaid e Azam
Ab Banda BABA Ke Many Ya Chacha Ke.?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Baniya : Kal tumhare mayke jane ke baad raat ko chor aa gaye. Unhone
mujhe khub pita aur murga bhi bana diya.
Wife : To kya aapne shor nahi machaya.
Baniya : Mein kya darpok hu jo shor machaunga!!
by Pak101.com (few years ago!)
Love Marriage Ka Matlab Apny boyFriend Ko husband Banana
Arrange Marriage Ka Matlab ?
KiSi Or K boyfriend Ko Apna husband Bnana.
Toba Toba. . .! :o :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Mohabaat Hi Nai Duniyaa
Maain Dard Kah Sabaab
Faaraz
Darwaze Wich Unggli Aa Jaye
Tay Fair Vi Baraa Daard Honda Ay
Allah Di Kismay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher ne 1 Bachhe ki Mom ko Likha: Bache ko Nehla k Bheja Karen.
.
.
.
Mom Ne Note Parhne K Baad Likha: Bachhe ko Parhaya Karen, Soongha Na Karen. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Aap Ka Weight Kitna Hai?
Santa: Chashme(Opticals) K Saath 75kg
Doctor: Aur Chasme K Bina!
Santa: Vo Muje Dikhta Hi Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Beta -Kya pari aakash me udti hai? Ma- Ha
Beta - To apni kamvali Q nahi Udti?
Ma- Wo Pari Nahi Hai.
Beta - Per papa to use pari kahte hai.
Ma - kal suha ud jaygi.
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari : Saab 1 rupaya de do.
Saheb : Kal aana.
Bhikhari : Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon
Rupaye fase huye hain.
by A. Sami (few years ago!)
Santa Badi Pareshani Ki Halat Mein Ek Bahut Bade Doctor Ke Pass Gaya Aur Bola.
Santa: “Doctor Saab, Kya Aap Meri Sharaab Chhudva Sakte Ho?”
Doctor Ne Muskurate Hue Jawab Diya: “Haan Haan Bhai, Kyu Nahi”
Santa: “To Jaldi Se Chale Na, Police Ne Meri 20 Bottle Pakdi Hai Please Chhudva Do“
by Pak101.com (few years ago!)