Beta apko school jana kesa lagta hy?
Mahman!
Beta apko school jana kesa lagta hy?
Bacha!
Muje schol jana boht acha lagta hy
Or waha se wapis ana b boht acha lagta hy
Bus waha rukna bura lagta hy:
by Mazhar Khan (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
sonu-yaar,maine gf ko sms kiya ki main raat ko aaunga...raat me geya to wo kisi aur k sath thi
monu man chota mat kar yaar msg nhi mila hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Main ne to Aaj tak Coca Cola nahi Pee Faraz,
Magar...
Jab Toilet Jata hoon to Aawaz aati hai Brrrrrrrrrrrrr....
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Park Mein Bench Par Betha Hua Thha Aur Uske Sath Ek Kutta Bhi Thha.
Ek Aadmi Aya Aur Usne Satna Se Puchha
Aadmi: “Bhai Sahab Apka Kutta Kat Ta Hai?”
Santa: “Nahi”
Aadmi Bhi Bench Par Beth Gaya Aur Kutte Ne Uski Taang Pe Kaat Liya.
Aadmi Gusse Mein Santa Ko Gali Dete Hue Bola
Aadmi: “Sale, Tune To Kaha Tha Ki Kutta Nahi Kat Ta”
Santa Masumiyat Se: “Haan Mene Sach Kaha Thha, Par Ye Mera Kutta Nahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: "Air Hostess!
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez Docter se:
men kia keron k meri umer lambi ho jay.
Docter : tum shadi ker lo.
Mareez: kia is say umer lambi ho jay gi.
Docter: nahi shok khatem ho jay ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Govt. School Ke Bache Kisi Ko Ghaseet Ke School Le Ja Rahe The.
Ek Buzurg: “Bachon, Isko Chod Do Ye Khud School Chala Jayega”
Bache: “Baba Ji, Ye Student Nahi Sala Master Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Jyotish:Tumhri life men 14 larkyan ayen gi
Boy" Oh yess... What a life!"
Jyotish: Ziyada khush mat ho.
1 Biwi or 13 betyan hongi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bush:Meri sister da munda huya.
musharraf: Mubarak ho.
Bush:par afsoos di gal a.
musharraf: ki?
bush:baap da pata nahi.
musharraf: koi gal nai,Osama pa dal do!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek khoobsoorat si larki bus stop per khari bus ka intezaar ker rahee thee. Paas kharey ek nojawan ney usey dekh ker fiqra kasa, “chand to raat mein nikalta hey, dopeher mein kis tarah?”
Larki ney foran jawab diya, “Ullu to raat mein bolta hey, din mein kaisey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Height of caring..
Ek bar chiti hathi ke upar beth kar jaa rahi thi.Raste me kaccha pul aata hai.Usko dekh ke chiti-"Jaanu cross kar loge ya main utru?"
by Pak101.com (few years ago!)