class me ghada
Techr: tm class me ghada kyn le aaye?
Studnt: sir, ap ne hi to bola tha k ap ghade ko b insan bana dete ho so mai isi lye is k le aaya hun. :
by Mazhar Khan (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
ASrdar: Yar aj mujy ajeeb msg aya or mera mobile off ho gya..
2nd Srdar: Kya likha tha.?
Srdar: Battery low..
2nd Srdar: mUjy sEnd kr, sb kO tAng krUn gA..!!
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA-YAR MUJHE APNI GF KO GIFT DENA HAI.
BANTA-DIAMOND RING DE DO,
SANTA-NHI YAR AISI CHESE BATAO JO KABHI PAHNI NA HO
BANTA-GENTS KACHHA DE DE
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: tumne us aadmi ko aisa kyu maara?
Banta: usne mujhe poocha ke "Khaana khaaye kya"?
Santa: arey, bhala hi poocha hai na. phir kyu maara?
Banta: main toilet mein baita tha
by Pak101.com (few years ago!)
Jhagde K Baad..
Patni- Aaj Ke Bad Mai Tumse Baat Nahi Karungi
Pati- Kya, Tum Gungi Hone Wali Ho
Patni- Nahi, Tumhe Behra Karne Wali Hu
by Pak101.com (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bania market jata hai underwear purchase karne.
Bania: Yeh kitne ka hai?
Shopkeeper: Rs 500.
Kanjoos Bania: Arey bhai daily wear dikhaao, party wear nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,
paas se guzarne wale larke ne poocha:
Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Dukhi Tha
Kisi Ne Pucha: Kyu Tension Me Ho?
Sardar: Yaar Ek Dost Ko plastic Surgery K Liye 2 Lakh Diye,
Ab Saale Ko Pehchan Nahi pa raha hu
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nepali: Uuu shab ji ye sham singh ka mobile kahan milega?
Salesman- Pta nahi.
Nepali: address to isi shop ka hai.
Salesman: abey ye sham singh nai SamSung Hai.(Jas)
by Pak101.com (few years ago!)
Ram Aur Raavan Mein Ghamasaan Yudh Ho Raha Tha,
Achanak Ravan Ne Ram Ke Piche Ek Aadmi Dekha Aur Bola,
Ravan: “Chal Ok Bye”
Ram: “Par Kyun?”
Ravan: “Kuch Nahi Bas Bye”
Ram: “Arrey Bata To Hua Kya?”
Ravan: “Yaar, Tune To Chhoti Si Baat Par Rajnikant Ko Bula Liya“
by Pak101.com (few years ago!)