Elan e gumshuda
Masjid me elan howa k aik bacha humare pas hai .jin k bacha hai wo aa k le jae.
Pathan dora dora aya aur kaha jin ka bacha kaisa hai zara mujhe bi dekhao.
by Sabir shah (few years ago!) / 968 views
Similar Jokes
Pathan pehli dafa Jahaz Pe Baitha: Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
Aur Tum Wheeling Kar Rahy Ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Sabse maasum dhamki : Jab chor chori
karke ghar se bhaag raha tha,
tab bachcha jaag gaya aur bola,
“Mera school bag bhi le ja KAMINE warna” mummy ko jaga dunga.”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aurat ne ishara krke taiz a rhi bus ko roka.
Driver: Kaha jana hai?
Aurat: Jana to kahin nhi hai..
Bacha ro raha hai.
Zara bus ka horn poo-poo baja do..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
eacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!)
Dil Ke operation ko BYEPASS Q kahte hain????????
Socho Socho,
??????
Q Ke agar operation theek ho Gaya to PASS,Warna BYE
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A policeman caught a Pathan driver stopping the bus at the road and began asking questions:
Policeman: “Tumne bich road pe bus Kyun rok di?”
Pathan: Hum seher mein naya aaya hai magar Kanoon nahi torta! Woh samne dekho likha hai “Bus Stop” Toh humne rok diya
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Jab Fifth Class Mein Tha To Ek Din Madam Ne Us Se Puchha
Madam: “Santa Batao, India Ka Jhanda Sab Se Pahle Kahaan Lagaya Gaya Tha?”
Santa Kaafi Sochne Aur Dimaag Pe Zor Dene Ke Baad Bola
Santa: “Mam, Dande Par“
by Pak101.com (few years ago!)
Garmiyon Mein Ek Din Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Kisi Kaam Se Jata Hai.
Garmi Ki Vajah Se Buri Tarah Se Paseene Se Nahaya Hota Hai, Aur Santa Se Bola
Banta: “Yaar, Ye Sooraj Raat Ko Kyu Nahi Nikalta?”
Santa: “Kya Pata Nikalta Bhi Ho Andhera Itna Hota Hai Ki Pata Hi Nahi Chalta“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:tum ne kitna parha
friend:B.A
sardar:lanat hai tm pe 2 harf parhe aur wo bi ulte
by Sabir shah (few years ago!)
pehli parosan, “beti aaj kya paka rehi ho? ”dosri parosan “daal” pehli parosan “lakin khusboo to morgi pakne ki aa rehi hay?” dosri parosan “jee han,pak to morgi hi rehi hay lakin aap hi to kahti hain ghar ki morgi daal barabar.”
by Abdul Basit (few years ago!)