Me sub ka baap hun

Dost:agr tum zaheen ho to Rs.100 bhejo.
Hoshyar bo to 200.agr dono ho to 300 bhejo

sardar ne 600 rupee bheje aur kaha me in sub ka baap hun.

by Sabir shah (few years ago!) / 781 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

She Is Kidding…

Teacher: She Is Kidding…

Translated In Hindi…

Punjabi:
Woh Bachey Dey Rahi Hai

by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar ne school chor dia

Dost :ap ne school ana kiun chor dia hai.
Sardar:yaar mere papa kehte hain aik hi jagah bar bar jane se ijazat kam hu jati hai

by Sabir shah (few years ago!)
English me btao

Teacher :is jumle ko english me btao.she is kidding
sardar:wo bache derahi hai

by Sabir shah (few years ago!)
Sheikh sahab hajj pe gaye

Sheikh sahab hajj pe gaye aur dua mangne lagay..

“Ya Allah! Mere saray gunah muaf kar dae, warna! mere 2 lakh wapis karde”… :-)

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: MUJHSE SHADI KROGI?

Boy: MUJHSE SHADI KROGI?
Girl: Kya?
Boy: Acchi film hai na?
Girl: kutte ke bacche

Boy: What?

Girl: Kitne cute hote hai na

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Heights of "Kuch Bhi"Teacher

Heights of "Kuch Bhi"Teacher: Agar 1 aam ki daali
par 10 kele lage hain,aur unn mein se 7 amrud tod
liye toh kitne angoor bache..??...Student: Sir 9
HathiTeacher: Waaah tumhe kaise pata chala..??
Student: Sir kyunki main aaj Lunch mein Gobi ki
sabzi laya huMoral: Rozana brush karo warna petrol
mehnga ho jayega..

by Pak101.com (few years ago!)
Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua

Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua. Parosi waghira dekhnay kay liye aaye huye the.

Aik khatoon nay pucha: bhayi saheb bacha kaisa hai?
Sabzi farosh nay kaha: bilkul taza hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aajkal Kya Cheez Nahi Mill Sakti?

Baba Saxidas Se Kisi Ne Puchha Ki Baba Aaj Ke Jamane Mein Kya Cheez Nahi Milti Hai.

Baba Ji Muskura Ke Bole, Kismat Walo Ko Hi Milti Hai Ye Do Cheeze

Jungle Mein Ghumta Hua Safed Hathi

Bina Affair Wala Jeevansathi
So Dosto Zara Sambhal Ke Jeevan Sathi Ko Dhundna

by Pak101.com (few years ago!)
Subse duhki aadmi

Santa:Duniya mei sabse dukhi aadmi kaun hai?
Banta:Bechare Rickshaw wale!
Santa:Kaise?
Banta:Q ki ladki kunwari ho ya married "BHAIYA"
hi bulati ha

by Tanveer Hussain (few years ago!)
student

Pappu ki hui master se larai……
Master ne ki pappu ki pitai….
Pappu ka garam hua khoon….
gaya kabristan aur master ka photo taang kar likh diya….
“COMING SOON”

by inayat khan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 Molvi Sahab Ka Tota

Tootay howay dil sy piyaar

Suhaag Raat

Shohar Biwi se:

Bechari Murgi Bhi Kya Karti

Kal Fir ek Ladki

Chooohy Ko Lagi Billi Gori G..

A farmer near a field

Malik. and Noker

Translation In Hindi In Papp..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook