Fail hone ki waja
Teacher:tum jante hu tumhare fail hone ki sub se bari waja kia hai?
Student:han madam fail hone ki asl waja exam hain.
by Sabir shah (few years ago!) / 970 views
Similar Jokes
Pathan Ne Aik Ghar Chori Ki
Sab Kch Lutne K Bad Jayenamaz Bi Utha Li.. Malik Bola Ye Jaynamaz To Chor Jao.
Pathan:Khocha Hum Tum Ko Kia
Kafar Nazar Ata Hai..!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Shadi ke pehle to tum mujhe rof gift diya karte they,
ab kyun nahi dete?
Husband: Machhali pakdne ke baad bhi kya koi chara dalta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Me Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Me Se NahiJo MusibatKe Waqt Dost Akela Chhod De.Main Zarur Aaunga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu: What''s the difference between Confidence and Confidential?
Santa: yo are my son I''m Confident. your friend is also my son, that''s Confidential.
by Pak101.com (few years ago!)
iwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Urdu Funny Jokes Jailar : Phaansi Se Pehley Kis Se Milo Gay? Santa : Bivi Se Jailar : Maa Baap Se Nahi ? Santa : Maa Baap to Paida Hote Hi Mil Jayen Gay Biwi ke Liye Sala Phir 28 Saal Intezar Karna Parega…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy:- Jaanu Humare Pyaar Ke Bare Me Kisi Ko
Mat Batana…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl:- Tumhari Bahen Ko
To Zaroor Bataungi.
Kehti Thi Koi “Kutta” Hi Hoga Jo Tujhse Pyaar Karega
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,
Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi
latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,
Bartan Lelo Bartan
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko road pr para aik 500 ka note mila jis pe likha tha eid mubarak
Sardar ne idhar udhar dekh kar note jaib me rakhte howe kaha khair mubarak
by Umer hayat (few years ago!)
Science ki jadeed
science ki jadeed tehqeeq k mutabiq Dimagh mein bhoosa rakhne wale log hamesha sidhay haath mein mobile pakar kr sms parhtay hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!)