ECG na kar len
1 bewakuf ecg karane hospital gaya
nurse:shirt utaroo
bewakuf:maula khush rakhe pehlay EcG na kar len.
by Sabir shah (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Husband : Agar Mai marr gaya tohtum dusri shaadi
karogi??
Wife : Nahin, Mai apni behen ke saath poori zindagi
reh lungi
Wife : Agar Mai marr gayi toh tum dusri shaadi
karoge??
Husband : Mai bhi tumari behen ke saath poori
zindagi rehlunga :
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Agar tum mere pati hote to main tumhari
coffee mein zeher mila deti!
Boy: Aur agar tum meri wife hoti to main vo
coffee zarur pi leta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa - mere frnd ne chupke se mobile se meri gf ka no. Le liya..
Banta - phir kya hua..?
Santa - bewkoof aj tak apni hi behan ko romntic msg bhej raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Din Santa Apne Dost Banta Ko Khushi Se Bata Raha Tha.
Santa: “Mere Ghar Mein Mera Hi Hukam Chalta Hai, Main Kahta Hun Garam Paani Leke Aao To Meri Biwi Le Aati Hai”
Banta: “Garam Paani Hi Kyun?”
Santa: “Arey, Garam Paani Se Bartan Achhi Tarha Dhulte Hai Na“
by Pak101.com (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bamb mily
1 nay kaha chalo police k bataty hain
2ra agar rasty main 1 chal gaya to
1 kahain gay 1 hi mila tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse boohat achi hai uss ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: says janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: Yar tm apne kamre ki khirkiyoun main parde kyoun nhi agate ho.. Bechari bhabi ko kapre change karte hwe lights off karna parti hai
Friend: Matlab tm khirki se jhankte ho…?
Sardar: Nhi to main kyoun jahnko bhale main to kamre k andar hota hn
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: yar tu kisi k ghar afsos k liye gaya tha, itni
jaldi kaise agaya?
banta: abe yaar 1 ghante baitha raha,
majaal hai jo kisi ne hans k baat ki ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 larki raste pe setian bajati ja rahi thi
old man:beta kia waja hai aj itni khush kiun ho?
Larki:kaminu k exams ho rahe hain raste khali hain na.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa:
Train Me Neend Nahi Aayi
Upar Ki Seat Thi Bahut Garmi Thi
Banta:Toh Exchange Karna Tha Na
Santa:Kisse Karta?
Niche Seat Pe Koi Nahi Tha Hi Nahi
by Pak101.com (few years ago!)