Un ka bap bi mar gaya

Bap ki death pe sardar bahut ziyada ro raha tha itne me phone aya to sardar ne aur bi ziyada rona shoro kar dia.:
dost:kia howa.
Sardar:meri behan ka phone tha us ka baap bi mar gaya hai.

by Sabir shah (few years ago!) / 924 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan

Wife : Ye aap ki shirt per lipstick ka nishan kahan se aaya?

Husband : Mein khud paresaan hu nishan dekhkar. Maine tu uss wakt shirt utari hui thi.

by Pak101.com (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta

Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say SURF Lenay Chala Gaya, Jb Dukaan Mai Enter Hua To,

”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:

KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)

by Pak101.com (few years ago!)
1 Patan Ne Jali Note Banaya

1 Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.

Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay

by Mazhar Khan (few years ago!)
1 tiger ny 1 sardar ko zoo me mar dia



1 tiger ny 1 sardar ko zoo me mar dia

1 bndy ne pucha tm ny sardar hi ko Q mara?

Tiger: dimag khraab kr dia tha, kb se keh rha tha

“inni wddi billi”

by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa (Ladki ko chedte hue):

Santa (Ladki ko chedte hue): Hor soniya ki haal he…??

Ladki (gusse me) boli: Jo teri behn ka hai.

Santa (hans kar): Woh to pregnant hai!!!

by Pak101.com (few years ago!)
Shahid Afridi ka msg

Shahid Afridi ka msg in Dabaang style main:

Mohali mein hum itne chauke-chhake maarenge ki confuse ho jaaonge ki boundary pe khade ho ki border pe !!!

by Pak101.com (few years ago!)
Aik sardar ny raod py khari car

Aik sardar ny raod py khari car ke nichay kutty ko leta hua dekha.

To kutty ko dum say khaincha our bola,

Baar nikal waada aya tu engineer!!!

by Pak101.com (few years ago!)
dunya ki sabse khubsurat larki

Boy: I love U. Tm dunya ki sabse khubsurat larki ho.
Girl: Acha per tmhre pechy mjhse b zyada haseen larki khari ha.
Boy turn back bt wahan koi nai tha.
Girl: Agar tum mjhse pyar krte tou kbhi pechy nai murty. . . .

MORAL:
Aby moral woral kch nai bachi tez nikli….

by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Chor Police se chupta hua 1 tooti Qabr me lait gya



1 Chor,Police se chupta hua 1 tooti Qabr me lait gya.

Qareeb se kuch Pathan guzray to unho ne socha k shayad log Qabar pr Matti dalna bhool gaye.

Unhon ne Fata fatt Matti dalna shuru kar di.

Chor bola:

“Bachao Bachao”

Pathan: “Oh Jaldi Jaldi Mitti dalo AZAAB shuru ho gaya hai.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Student

Father: Beta raat ko kis waqt soye tay?
Son: Mai raat ko 2 baje tak parh raha tha
Father: Lekin 11 bajy tu bejli chali gayi thi
Son: Mai parhny mai etna magan tha ke bejli jany ka pata hi nai chala

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 Molvi Sahab Ka Tota

Tootay howay dil sy piyaar

Suhaag Raat

Shohar Biwi se:

Bechari Murgi Bhi Kya Karti

Kal Fir ek Ladki

Chooohy Ko Lagi Billi Gori G..

A farmer near a field

Malik. and Noker

Translation In Hindi In Papp..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook