Gold leaf laye ga.
Docter:kia taqleef hai?
Sardar:seene me bahut dard ho raha hai,
docter:cigratte peetey ho?
Sardar:han magar gold leaf laye ga.
by Sabir shah (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
1 Pathan 15 Sal Se
Allah Se Ro Ro K Aulad K Liye
Dua Mngta Rha
1 Din Pthan K Pas Frshta Aya
Aur Bola:
Khan Tujhe Khuda Ka Wasta
Hy Pehly Shaadi To Kr Le…
by Pak101.com (few years ago!)
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole ‘Darling,how ru?’
Na karo to bole ‘Brother,who ru?’
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Jyotishi Se- Meri Shaadi Kyon Nahin Ho Rahi Hai.?
Jyotishi- Kaise Hogi.. Kundli Mein Sukh Hi Sukh Jo Likha Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Doctor PATHAN se
Tum Roz Clinic k Bahr khre ho k Aurton ko Q Ghurte ho?
PATHANAp hi ne Bahir Likha hwa he
AURTON KO DEKHNE ka Time 9 sy 12 tak hai..,
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ki Ek Girlfriend Ne Usko Ek Din Khatt Likha
Meri Life Mein Naya Ladka Aa Gya Hai.
Tum Se Acha Hai, Paisi Wala Hai, Mera Khoob
Khayal Rakhta Hai
Main To Uski Dulhan Banugi, Tum Meri Photo Wapis
Bhijwa Do.
Pappu Ko Ye Padd Ke Gussa Aaya Aur Usne Apne
Saare Doston Ki Girlfriends Ki 30 Photos Jama Ki
Bich Mein Us Ladki Ki Photo Rakh Ke Khatt Likha.
Le In Mein Se Nikal Le, Mujhe Teri Shakal Yaad
Nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
“Aj Ky Bachay”
Camera Man Studio Mei Chotay Bachay Se:
Meri Traf Deko Beta Es Camere Se Kabootar Niklega
Bacha:
Focus Adjust Kar Beta Jahalat Ki Batain Na Kar
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Mother(angrily): If you fail now then you must not say me mother.
After result
Mother: What was the result?
Son: Sorry sweet, You have lost the right to be called mother.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Kya Tum Mere Ashiq Ho
Boy:Ha
Girl:To Phir Muje chand, tare,duniya ki sari daulat-khushiya do
Boy:Tera Ashiq Hu Rajnikant Ka Beta nahi;-
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarni (Sharmatey Huey) :
Sardar G Saade Kaar Ek
Nanha Mehmaan Aan Wala Aey .. !
Sardar :
Le Feer Main Zarra Nass K
Botlaan Le Awaan ….
by Pak101.com (few years ago!)