Happy Birthday
Happy Birthday to u dear!
Aako kiya laga aap nai Bataoge to hme pata nai lagega k aaj
“International Monkey Day”hai.
Naughty ab thnx bol k sharmnda mat kerna :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1702 views
Similar Jokes
Basanti: Bhaag Dhanno bhaag, aaj teri Basanti ki izzat ka sawaal hai.
Dhanno: Tujhe apni padi hai, meri soch jiske peeche GABBAR ke 10 ghode pade hain :o
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: urdu mein translate karo,
“Dear look at that girl.. She is beautiful”
Student:
“jani !!! Bacchi to dakh …
Qayamat hy qayamat….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: ladki phasani ati hay
Banta: nahi
Santa: 1 kagaz ka jahaz bana, use class me uda
Jab Mam puche to ladki
ka nam laga de
BAS FAS GAI LADKI
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar g p.c.o gaye aur jate hi p.c.o wale ko 3 zordar thapar mare?
Q k
shop pe likha tha ,ptcl number dail karne se pehly 3 lagaen
by Sabir shah (few years ago!)
Short Man: Mr Funny, bole to yeh Ford kya hai?
Mr Funny: Bhai, gaadi hai.
Short: Toh phir, yeh Oxford kya hai?
Mr Funny: Bole toh, simple hai bhai, Ox mane Bael, Ford mane gaadi. Oxford bole toh Baelgaadi.
by Pak101.com (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl.. Aj tum jo bolo gay main manu gi.
Boy.. Har bat manu gi??????
Girl.. Han har bat, kuch b ho, k0i b ho...
Boy.. Soch lo???
... Girl.. Soch liya hai.
Har bat manugi.
.
.
.
.
.
Boy.. Phir aj k bad panch waqt ki Namaz parhna.
Har Boyfriend kamina nai hota..
( ',' )
_/) (>
| \_ Geo Haji Sb
by Pak101.com (few years ago!)
I m on a light diet:
I eat in daylight
I eat in moonlight
And sometimes, I eat in refrigerator light!
by @irha@ (few years ago!)
SANTA Ki Beti "LAADO"
Bachhpan Se Japan Mei Thi, Wo Plane se India Aai Pr raaste Se Return Ho Gyi
Q ki Board Lga Tha
'Na Aana Is Desh Meri Laado"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Qayamat k din zamin phat jayegi,
Aasmaan tukray tukray ho jayega,
Har cheez fana ho jayegi.
Pathan Student: To kya us din school ki chutti hogi?
by Abdul Hannan (few years ago!)