12 Baje Ghar Ane Ka Samay
Lali: 12 Baje Ghar Ane Ka Samay Hai? Kab Se Intzar Kar Rahi Hu.
Santa: Ye Jagte Rehne Ka Smy H? 4 Ghante Se Tumhare Sone Ka Intzr Kr Raha hu.
by Pak101.com (few years ago!) / 1094 views
Similar Jokes
SANTA Ki Beti "LAADO"
Bachhpan Se Japan Mei Thi, Wo Plane se India Aai Pr raaste Se Return Ho Gyi
Q ki Board Lga Tha
'Na Aana Is Desh Meri Laado"
by Pak101.com (few years ago!)
Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena,
warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain,
8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan aik baar 2 arbion k pas se guzra wo arbi me aik dosre ko galian de rahe the.
Pathan: qari sahia mujhe bi in duaon me yaad rakhna
by Ramzankhan (few years ago!)
Snta & Bnta moving on road at 12midnight
Snta:Bahut garmi he yaar
Bnta:HA yaar
Din hota to kahi chhao me baith jate.
by Pak101.com (few years ago!)
Aajkal Ke Lover Ki Apni Girlfriend Ke Liye Shayari
Yun Mat Khincho Tum Mujhe Apni Taraf Aye Sanam
Branded T-Shirt Hai, Fat Gyi To Bahut Pitogi Ma Kasam
by Pak101.com (few years ago!)
Tcher: Jo Dusro Ko Apni Baat Na Samjha Sake Wo Gadha Hota He
Pappu: Sir,Kya Matlab Mai Samjha Nai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Mere panv me khujali aa rahi hai
Jyotishi: videsh yatra ka yog h
S: Hath me
J: Paise aane ka yog h
S: Pet me
J: Swadisht bhojan ka yog h
S: Mathe pe
J: Abe khujale doctor ke pass ja mere pass kyon aaya h
by Pak101.com (few years ago!)