Girl to boy
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1124 views
Similar Jokes
I m not at home, so plz send me a load 30 rupes, or share me waiting plz yar
.
/
.
/
.
.
Agr es tarah k koi msg kre to samj lo k jhoot bool raha hea.
by Pak101.com (few years ago!)
Kal Fir ek Ladki Nazar Aa Gayi,
Jiski Pehli Baar Me Surat Dil Ko Bha Gayi,
Le Gaya Dinner Pe Jo Use
Bhookhi 2000 Ka Khana Akeli Kha Gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Arbi Bathroom me phone pr BAT kr raha tha ,
PATHAN ne Suna to andar jakr ARBi ko boht mara ,
logo ne pucha to bola,
Ye Kameena Bathoroom me TILAWAT ker rah ta..!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan Ki Chappal Kisi Ne Chura Le,
Wo Sedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith Kar Kehne Laga:
Chor Ko Kaha Dhonda Jaye 1 Na 1 Din To Yahan Aye Ga Na.
by Pak101.com (few years ago!)
House owner: Rs 500 kiraya hoga.
Tanent: Thik hai. Lekin aapke ghar me chuhey nach rahe hai.
House owner: To saale 500 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
Bunty film dekhne jane se pehle apni biwi ko 1 paan kharid kar deta he.Biwi: Apne liye b kharidlo.
Bunty:Mai paan ke bina b chup rehsakta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Janu! Kash aap message hotay, main ap ko save karti, jab chahe parhti
Husband: Kanjoos, save hi kar k rakhti ya apnikisi saheli ko forward bhi karti?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar mujhe safar me neend nai ati
Pathan:to tum rabi ul awal me so liya karo.
by Sabir shah (few years ago!)
Agar Koi Ladki Ghar me Bhi Make up laga kar
Ghume to Samjho...
.
.
.
.
.
.
Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Uska Mobile Phone 3G Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan England mein khana khane gaya or bhool gaya k murghi ko english mein kia kehty hain
waiter: "What do u want to have?"
Pathan: "Mother of eggs plz"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)