1 sheikh Haj per gaya
1 sheikh Haj per gaya zor zor se Dua manhne laga.
“Ya ALLAH Mere SARE GUNAH MAAF KERDAY”
Warna Mera 2 LakHH Wapis ker de.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 893 views
Similar Jokes
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: hamein garibon ke Sath Pyar se pesh aana chaiye
Student:Ab Mein Samjha Ki papa Aksar Naukrani ko gale Q lagte hai
by Pak101.com (few years ago!)
Jyotish ladke ke haath dekhkar bola
“Beta tum bahut padhoge”
Ladka : Saale padh to mein 3 saal se raha hu, ye
bata paas kab hounga???
by Tanveer Hussain (few years ago!)
One Of The Best Quote,
Always have a
BACKUP
BEFORE
BREAKUP! :p
by @irha@ (few years ago!)
Bivi:
ap ny pichly saal Eid per meri Ammi ko LOHY ka Bed banwa k diya tha ,
Is dafa kiya Irada hai ?
Shohar: Is saal us men CURRENT chornay ka Irada hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
2 Sardar Rastey Per
1st Sardar Bike Per,
2nd Sardar Prado Mein,
1st Sardar To 2nd: O Ji Kabhi Bike Dekhi Hai?
Again : O Ji Kabhi Bike Dekhi Hai?
Prado Wala Nai Phir Jawab Nahi Diya,
1st Sardar Ka Accident Ho Geya,
2nd Sardar: Tum Kyun Puch Rahey They Ke Bike
Dekhi Hai?
1st Sardar : O Ji Iska Break Kahan Hota Hai :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Taxi Driver: Petrol Khatm Ho Gaya Hai Gadi Aage Nahi Ja Sakti
Sardar:Koi Baat Nahi
Reverse Lelo, Vapas Ghar Chalte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho?
Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!)
doke dukhi pjjjjjjjjjjjjjjjjjj...................
Santa ka jab antim samay aaya or aakhiri waqt uske beto ne pocha:
aap bataye k aapko hum jalaye ya dafnaye?
Santa:mujhse mat pocho surprise dena..
by Pak101.com (few years ago!)