new puzzle game
Your phone has been installed witha a new puzzle game. To play, Trow your phone against the wall.....
Then assemble the pieces.....
by Mazhar Khan (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
What is self insult ?????
.
.
An angry boss: Tumne kabhi ullu dekha hai
.
.
.
Pappu(sar jhuka ke): Nahi sir…
.
.
.
.
Boss: Neeche kya dekh rhe ho idiot
.
.
.
Meri taraf Dekho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hum nay tumhari yad mai ro ro K tub bhar diye
.
.
.
.
.
.
Aur tum bewafa aye aur un say naha kr chal diye....!:-(
by @irha@ (few years ago!)
New Version of Old Dialogue:
Mere Paas Facebook Hai
Twitter Hai
Orkut Hai
Tumhare Paas Kya Hai?
Smart Boy Answer:
Mere Paas "KAAM DHANDA" hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek mandir tha jisme buri niyat wale gayab ho jate the
Imran hashmi gaya
Imran gayab
salman khan
gaya
salman gayab
veena malik gai
Bhagwan gayeb:)
by Pak101.com (few years ago!)
Wo Aaj Be Sardi Me Mar Rahi Hay,
Kisi Ne Aik Bar Usy Kaha Tha,
Tum Sweter K Bina Katrina Kaif Lagti Ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
One Day Golu Said His Girlfriend With Full Of Courage: “I Love You”. His Girlfriend Said Angrily..Not Say This Statement With Love. Funny Golu Said I Love You Sister
by Pak101.com (few years ago!)
Kal Kary So Aaj Kar,
Aaj Kary So Ab.
Wah Wah
Kya Kehne.
Kal Kary So Aaj Kar,
Aaj Kary So Ab.
Abey Karta hi Rahega to Dhoyega Kab?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa, Banta Aur Unka Ek Dost Bike Pe Jaa Rahe The,
Tabhi Raste Mein Traffic Police Wale Ne Unhe Rokne Ke Liye Hath Diya.
Santa Bike Roke Bina Hi Uske Aage Se Nikalta Hua Bola: “Oye Pagal Hai Kya, Pehle Se Hi Teen Log Bethe Hai, Tu
by Pak101.com (few years ago!)
Qabristaan mein ek sahab qabar key paas kharey zaroqataar ro rahey they or marney waley sey shikayat ker rahey they
“Tum is dunya ko chor ker kyun chaley gyey? tumharey janey key baad meri dunya hi andher ho gyee.
Tum zinda hotey to mujhey yeh din kyun dekhney naseeb hotey? Yeh museebtein kyun sehna parteen?”
Qareeb ki qabar per kharey ek sahab ney un ka haal dekh ker hamdardi bharey lehjey mein poocha, kyun sahab, marney waley aap key qareebi dost ya rishtey daar they?
Pehley sahab boley, “Nahi, meri biwi key pehley shohar…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)