Hasil Karli Hum Ne Sari EDUCATION
Hasil Karli Hum Ne Sari EDUCATION
Phr Bbhi Na Samjh Saky LOVE Ki DEFINITION
Dil K Darwaze Pe Likha Hai NO ADMISSION
Phir Bhi Log Chale Aate Hy WITHOUT PERMISSION.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 888 views
Similar Jokes
1 srdar fauj ma brti howa 2 din bad jang
lg gai Srdar ki topi pa goli lagi..
Srdar ne hathyar phaink deya Or chup kr
bola Aqalmand k liye ishara hi kafi ha..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor adhi raat ko uttha or bv se bola:
“main hospital ja raha hoon, hospital se fone aya hay, emrgency hAy.”
Bivi:”kisi ko to apni maut marnay diya karo”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
HEIGHT OF LAZINESS:
Boy: Papa 1 glass pani de do
papa: khud le lo.
BOY: plz de do na
Papa: Ab manga to thapar maronga.
Boy : Thapr marne aao to pani lete aana
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1. Zardari imaandari krega
2. Altaf Karachi aiga
3. Musharraf pe muqadma chalega
4. Shireen Rehman perda kregi
5. Chodhry Shujaat ko bolna aiga
6. Sheikh Rasheed ki shaadi ho jaigi
7. Bilawal ko Pakistani siyasat aa jaigi
8. Pooreh mulk main Eid aik hi din main manai jaigi
9. Nawaz Shareef sach bolney lagega
10. Moulana Fazal-Ur-Rehman briefcase nahi lega..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Question : Why do girls close
their eyes while kissing a guy?
Guess‚¦
Guess
.
... .
.
Answer : Yeh ladkiyan ladkon
ko kabhi khush nahi dekh sakti.
by Pak101.com (few years ago!)
Short Man: Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
Funny GIRL: Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
Sachin ki century nahi hone denge
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aik Surgeon Ne Mamoli Operation
K Liey 5 Lakh Fees Mangi
To Mareez Bola:
Sahab Itne Paison Mein To Aik
Nai Car Aa Jae Gi
Surgeon:Wohi To Leni Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Gora Aadiwasiyon Ki Research Karne Jungle Mein Ek Saal Ke Liye Jata Hai.
Uski Research Poori Hone Tak Ek Aadiwasi Ladki Ko Bachha Ho Jata Hai.
Ladke Ka Gora Rang Dekh Ke Ladki Ke Aadiwasi Pati Ko Shak Hota Hai Ki Ye Uska Bachha Nahi Hai.
Wo Ladki Aur Gore Ladke Ko Pakad Ke Sardar Ke Pass Le Jata Hai Aur Bolta Hai.
Pati: “Mere 6 Bachhe Kale Paida Hue Aur Ye 1 Hi Gora Kaise Paida Hua, Bolo Kiska Paap Hai Ye?”
Itne Mein Gora Sardar Ko Samjhate Hue Bola.
Gora: “Ismein Is Bechari Ka Koi Dosh Nahi Hai, Ye To Kudarat Ka Karishma Hai, Ab Wahan Dekho Us Bakari Ke 3 Bachhe To Safed Rang Ke Hai Aur 1 Hi Kale Rang Ka Hai”
Ye Sunte Hi Aadiwasi Gore Ko Kone Mein Le Jakar Dheere Se Kahta Hai.
Aadiwasi: “Main Samajh Gaya Sahab, Main Is Gore Bachhe Ke Baare Kuch Nahi Bolunga Aur Aap Us Bakri Ke Kale Bachhe Ke Baare Mein Kuch Nahi Bolenge.“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ne medical store se dawa li aur
Store waly se kaha Cheeni bhi do
Storwala:Cheeni medical pe nahi milti
Santa main pagal nahi hun ispe likha hai Sugar free!!!
by Pak101.com (few years ago!)