K.G. k bache ki dukh bhari shayri:
K.G. k bache ki dukh bhari shayri: Mohabat K Nam Pe Saza Mene Payi He Gor Frmaye
Mohabat K Nam Pe Saza Mene Payi H Baki Sher Baad Me Abhi SUSU Aai he!
by Pak101.com (few years ago!) / 1009 views
Similar Jokes
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Rishte Be-naqaab Ho
Jaty Hyn
1- Burhapey Mein Aulaad
2- Museebat Mein Dost
3- Ghurbat Mein Biwi
Aur
4- Sales Na Hoon Tou
Manager ..
by Pak101.com (few years ago!)
doctor ne mareez se kaha ke tum ne jo cheque diya tha who cash hone ki bejaye wapis aa gya hay.mareez ne jawabdiya, “mera sar dard or bokhar bi to wapisaa gya hay na doctor sahib”
by Abdul Basit (few years ago!)
Arz Kiya Hai: Ikhtiyaar E Tarannum Se
Tabassum Ki Roshni Ko Jala Dena!
(Wah,Wah,Wah)
Jab Iska Matlab Samajh Mein Aa Jai To
Mujhe Bhi Bata Dena.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Autowaala: sorry sir, meter daalna bhool gaya.
santa: problem nahi hai. main bhi apna purse bhool aaya. chodo
by Pak101.com (few years ago!)
English Class-
Kid: Me Sleep With Dad Last Night
Madam (Correcting): No Beta,
I Slept With Dad Last Night
Kid: Aap Mere Sone Ke Baad Aayi Hongi :D :p
G.nyt
by Pak101.com (few years ago!)
1 Andha Police Mey Bharti Honay K Liye Gaya
Officer Ney Poocha’Tumhey Ham Kis Liye Rakhein?
Andhey Ney Jawab Diya
‘Andha Dhund Firing K Liye’.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Banta Se Tum Ne Mujhe Subha Se 2oo Miss CA|Lz Di Ha Kyon ?
Banta Wo Is Lye MA Tujhe BohatMiss Kr Raha Tha ...=P;->
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sharma:Yar murgi k bacche anda torkar bahar kaise aa jate hai. Verma:Mujhe to ye samajh mein nahi aata sale band ande mein ghus kaise jate hai.
by Pak101.com (few years ago!)
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-) ::::D::::P
Click Like if ur proud to b an
Indian :D
by Pak101.com (few years ago!)