muje blood pressure he
RAAZ Dr. ne kha he k muje blood pressure he
Jiski vaja se muje hert attack b ho sakta hy
FARAZ-Nhi aa skta.
R-Q. F-Q..ki Ap Pathar dil he
by Pak101.com (few years ago!) / 842 views
Similar Jokes
Laloo: Beta ye kaisi machis laaye ho. Sasura ek bhi teeli nahi jal rahi.
Funny Son: Kya baat kartay ho papa sab ki sab check kar kay laya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar dil ka naam Anda(egg) hota toh films ka
naam is tarha hote..
Ye Anda aapka hua Hum Anda de chuke sanam,
Hum aapke Ande main rehte hain,
Ande wale dulhaniya le jayenge..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
ek jin sharab penay insan ki shakal ma gaya 12
glass py gya.
sardr:tenu chaddi nahi ?
Jin:maa jin hoon
sardar:lay chadd gayi Kanjar nuu :)P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
boy to teacher: miss aap muje mere mobile per call kiya tha.
techer nahi to kiyon poochraheho?
boy : kal mere mobile me ek miss call tha khoun miss ne call kiya patha nahin?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher : Y didn't U do Ur homework?
Santa: I'm in d hostel,
how can i do HOME work?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Admi:lamabi umer ka tariqa btao.
Dr:shadi kar lo,
admi:is se umer barh jae gi.
Dr:nai,lakin ye khawahsh khatam ho jae gi
by Sabir shah (few years ago!)
Premi to premika- "Darling mujhe tumhari aankhon me saari duniya dikhai deti hai.."
Peeche se ek budhha bola- "Hamari gaiyya nahi mil rahi.. Dikhe to batai.."
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Raat light chali gayi SANTA:Aree yaar pankha
to chala doo,banta: Kar dii na paglo wali baat?
pankha chala diya to mombati bhuj jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Harr Aadmi ka Sapna :
7 figure ki Salery..
6 figure ki Bachat..
5 Bedroom ka Gharr..
4 Wheel ki Gaari..
3 Week ki Vacation..
2 Piyare Piyare Bachay..
a0r..
.
.
.
.
.
1 Goongi BV..... :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)