Sardar
Sardar ki baiti usky driver ke sath bhaag gayi
Logon ne pocha: Sardar Hun ki karogy?
.
Sardar: Karna ki ae, hun gaddi aap chalawanga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1142 views
Similar Jokes
A man to Santa:
Your friend is kissing your wife in your home.
Santa rushes home and came back within
half an hour and slapped the man
and said:
"He's not my friend."
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sahab dosray sahab se: Bhai ye khushiyan kiya hoti hen?Dosray sahab: Pata nahi bhai, meri to kum umar me hi shadi ho gaii thi.
by tanveer hussain (few years ago!)
Baap: beta tum sher ke bete ho
aur wo sher main ho.
Beta: han, baba school mein teacher
bhi aisa hi kehti hy.
Baap: hairan ho kar, acha wo kya kehti hy.
Beta: wo kehti hai tum kisi janwar ki aulad ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha
.
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega,
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya
tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko
galiyan de raha hai aur appchup-
chap sun rahe hai.!!
.
TTE :- Main ye soch raha hun ki,
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai Woh
kitni galiyan de raha hoga..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Juth Aapki Zindgi Ke
5 Min Kam Kar Deta Hai,
.
.
.
Aur
.
.
.
1 Muskurahat Aapki Zindgi
Ke 10 Min Badha Deti Hai,
.
.
.
.
.
.
Moral:” Haste Haste Juth Bolo
fir b 5 Min Ka Faayda Hai.. =D =))
by Mazhar Khan (few years ago!)
Naukarani: Malkan Ap Udaas Kyun Hai
Malkan: Tumhare Sahab Office Ki Kisi Larki Se Payyar Karte Hai
Naukarani: Nahiiiiin, Sahab Mujhe Dokha Nahi De Sakte
by Tanveer Hussain (few years ago!)
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas
ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs
bach gaye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Admi GOLU Ko Mar Raha Tha
Logo Ne Poocha K Q Maar Rhe Ho
Aadmi-Sala 1 Ghante Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kb Aaega
Muje Rashan Nai Mila
by Pak101.com (few years ago!)
Old Man: Bhagwan Meri Pension Dilwa Do, 101 Rs Ka Prasad Chadhaunga…
Bhagwan: Pagal Ho Gaya Kya Anna Hazare Dekh Lega
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar kuch banda
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)