Ghurbat ki intha kya hai?
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1272 views
Similar Jokes
Ek conductor ki shadi ho rahi thi
Mehman khushi khushi dono per phool barsa rahe the
Jab dulhan phero ke waqt uske pas aaker baithi, to weh bola
Thoda paas hoker baitho, ek swari aur baith sakti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha chal rela he, ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai, bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir jai ga. . .
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan.Agr Mere Hath Me Hukumat Ho To Me Mulk Ki Tqdeer Badal Don.
Wife:
Tum Pehle Apni Shalwar To Badal Lo, Subha Se Amaaameri Pehn K Ghom Rahe Ho;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan apne baap ki qabar pe gaya aur Haal Chaal pucha.
Qabar se koi aawaz nahi aai.
Pathan Qabar per likh kar chala gaya k.....
AISA KARO GAY TO KON AAYEGA?
by Abdul Hannan (few years ago!)
BE - ALERT
KOI BHI
KUCH BHI
KHAANEY KO DEY
MAT-KHAANA
IDHAR - UDHAR
NIGAH - RAKHNA
Kyu - K
Kyu-K
CITY-GOVT NE
KUTTA MAAR MOHIM
START KAR DI HAI...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa- Pravachan sune ke bad ghar aya or biwi ko god mein utha lia.
Biwi: kya guruji ne romance karne ko kahan hai.
Santa:Nahi re pagli kaha apne dukh khud uthao.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: I lost my dog.
Banta: Put an advertisement in newspaper.
Santa: Don't be silly.
My dog can't read newspaper.
by Pak101.com (few years ago!)
Dctr.:Apke 3 daant kese toot gaye?
Pappo:Wife ne karak roti banai thi
Dctr:To khane se mana krdete.!
Pappo: Ji wahi to kiya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar: Goal Karnay K Liye.
Laaloo: Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
A depressed engg. Student went 4 sucide train come closer & closer
but suddenly jumped out of the track & said yaar kal to assignment dena hai
by Pak101.com (few years ago!)