Funny

Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha:

Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki...




2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1389 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

INTERVIEW : Imagine, in a closed room

INTERVIEW : Imagine, in a closed room , how can
you escape if it caught fire?
Sardar : Simple, stop imagining.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lalu to Rabri: Agar tum batao

Lalu to Rabri: Agar tum batao ki iss bag ke andar kya hai, toh sare eggs tumare, agar tum batao kitne eggs toh 8 ke 8 tumare, aur agar tum bata do ke ande kiske hai toh woh murgi bhi tumari.

Rabri: Lalu Ji, koi hint toh do na plz?

by Pak101.com (few years ago!)
Pathan

Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Talak leni hai

husband-talak lena hai,
advocate-talak lene ke liye 5000rp lagenge,
husband-pagal ho kya?pandit ne 51rp me shadi
kari thi.
advocate-dekh liye na saste ka natija.....

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zaalim MQM Aur Pathan

Zaalim MQM Ki Darindagi Ka
1 Or Jeeta Jagta Saboot

Karachi Me Queta Hotel K
3 Masom Pathano
Se

Naswaar Cheen Li
Teeno Pathano Ne
Tarap Tarap Kar Jaan De Di

by Pak101.com (few years ago!)
Sabse maasum dhamki

Sabse maasum dhamki : Jab chor chori
karke ghar se bhaag raha tha,
tab bachcha jaag gaya aur bola,
“Mera school bag bhi le ja KAMINE warna” mummy
ko jaga dunga.”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Darya k kinaaray 2 Sardar

Darya k kinaaray 2 Sardar chamach se darya mai Dahi daal rahe thay!

Pathan ne dekha to poocha: Khocha yeh kya kar rahe ho…?

Sardar: Hum Lassi bana rahe hain!

Pathan: Ha Ha Ha…! O pagal ka bacha, log isi liye tum par Lateefa banatay hain…!

Itna Lassi tumhara baap piyega.Ha.ha.ha.

by Pak101.com (few years ago!)
Hasrate dedar


hasarat e deedar ki khatir us k muhaly main easeload ki shop khol li roz 1 naya shaks us k namr py 100 ka load kawa jata hy mohabbat na mili shop chal pare

by Abdul Sami (few years ago!)
Born in California

"I was born in California."
"Which part?"
"All of me."

by Abdul Latif (few years ago!)
Ek professor ko classroom mein larkey bohat tang kertey they

Ek professor ko classroom mein larkey bohat tang kertey they. Un key mukhtalif naam rakhey huey they or kabhi sahee naam sey yaad nahi kertey they

Ek din woh apney professor dost key saath kaheen jaa rahey they to peechey sey kisi ney awaz lagai, “Oey tiddey…!”

Professor sahab ney apney dost ko kaha, “yeh aap ko tidda keh raha hey”

Dost bola, “ji nahi, yeh aap ko keh raha hey”

Professor sahab bohat eitamad sey boley, “Hargiz nahi, yeh aap hi ko keh raha hey, mujhey to yeh chohara kehtey hein”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

BANTA Fir Kya hua?

Duniya Gol Hai, Aaj Sabit Ho..

Woman In Heaven

oye agar neend na aaye to ky..

Train track

Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki K..

Bhaag ke Shaadi Ki

Wife shopping karke wapas aa..

Ap ne Credit Card chori wale

Bakri se door bhag raha tha

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook