Pathan
Ek Aadmi ki Ammi ke CNIC per Bevah Likh Diya Gaya:
Woh Admi Gusse Main Apne Baap K Saath Nadra ke Office Gaya.
Aur Pathan Manager ko Bola Isay Sahi Kar K Do.
Pathan Manager ne Pistol Nikali Or uske Baap ko Maar Diya.
Aur Bola Ye Lo Sahi Ho Gaya.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 927 views
Similar Jokes
Isko kahte hai BHAYANKAR BEIZZATI:
WIFE - Suno G jab aapne pehli baar mera
gunghat uthaya to kaisa mehsoos kiya?
.
.
......
.
.
.
.
Husbnd - MAA kasam mar hi jata agar TV par
"AAHAT" dekhne ki aadat na hoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota
hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa apne bete ko: is baar agar exam mein fail huaa, to mujhe pitaji mat bulaana.
kuch din ke baad,
Santa: result ka kya hua?
Santa ka beta: sorry santa
by Pak101.com (few years ago!)
3 charsi motorcycle per ja rahe the
Darmyan wle ko AWAZ sunai di
““““ thaaaaaa ““““`
Usne apne aagy wale se pocha
“Goli tenu vajji a?”
usne kaha ‘nai’.
usne apne peechy wale se pocha
“te fer Goli tenu vajji a?”
wo b bola ‘nai’
Wo Khud neechy gir gya:
“Le fer Menu e vajji oou”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Ladki Ko Propose Karta Hua Kehta Hai.
Pathan: “I Love You”
Ladki: “Meri Chappal Ka Size Pata Hai Na Tumhein?”
Pathan: “Lo Kar Baat, Friendship Toh Abhi Hui Nahi Aur Farmaishein Pehle Hi Tyaar“
by Pak101.com (few years ago!)
Kid:aunty ammi ne chini mangi hai.
Aunty.chini dety hue,”Acha aur kya kaha ammi ne?”
kid:agar wo kamini na de to uzma aunti se le aana:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Oopar aasman hai
Niche sagar hai,
Aur ek bander isse
Shayri samaj kar parh raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar aik deewar k sath kahra susu karne main
masroof the kah chat pe khari aurat boli
Oye “nazar nhi aa raha deewar hai”
Sardar: thora angel change kar k daikho nazar aa
jae ga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAAZ-DR.Meri BIWI Ne Petrol Pi Liya He Or bhag Rahi He
DR-Tension Mat Lo
Jub Petrol Khatam Ho Jayega To Wo Aa Jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
eacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Pak101.com (few years ago!)