Pathan
PATHAN Smosa khol kr andr ka masala kha rha tha
1 admi ne pocha pura kyun nahi khaTe
.
Pathan bola
baba Doctor ne bahir ki cheez khaNe se maNa kia hAi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 2834 views
Similar Jokes
Achi bat to sub ko achi lagti hai
lakin jb tmhe kisi ki bur bat b buri na lage to samjho tumhe pyar nai huwa
balke
zaleel hone ki adat ho gai hai.
by Sabir shah (few years ago!)
BOY:"Mere sath chalo gi?"
GIRL:"Kahan?"
BOY:"Jahan tum khao wahan?"
GIRL:"OK.
9.0 chalte hain?"
BOY: Qasam se
Baji Yahan tu mazzaq krna bhi azzaab hai...
by Pak101.com (few years ago!)
aj wo azeem din hai jab aj se
5000 sal
pehly
aik aisi
medcine
ejad hui
thi jis ki
waja
se
aaj
puri
dunya
k pathan
zinda hain
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband: Mere Seeny Me Bohat Dard Ho Raha Hai,
Jaldi Se Ambulance Ke Liye Call Lagao..
Wife: Haan, Lagati Hun,
Apne Mobile/Smartphone Ka Password Batao.
Husband: Rehne Do,
Ab Thora Theek Lag Raha Hai...;-p:)
by lescol (few years ago!)
Santa to Banta: I and my girlfriend are getting married.
Banta: Oh great, but when is the marriage?
Santa: I am marrying on on 13th Jan and my girlfriend on 20th.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Papa: Aaj tak tune aisa koi kam nhi kiya jisse mera sar uncha hua ho
Beta: Maine ek bar aapke sar k neeche 2 takiye lagaye to the
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar pappu k saamne sher aa gaya…
usne upar dekhte huye kaha:
“bhagwan, main to mar gaya”
Us din bhagwaan ji bhi mast mood mein the,
Upar se awaaz aayi:
“ek patthar utha, aur sher k sarpe maar de”,
Pappu ne patthar uthaya aur sher ke sar per maar diya,
Phir upar se awaaz aayi :
“Beta, mara to tu ab hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Police:Bibi Ap Bht Bahadur Hain,Ap Ne Dakoo Ko
Bohat Mara.
Lady:Mujhy Kya Pata Tha k Wo Bechara Dakoo Hay,
MeiN To Samjhi K Mera Shohar Dair Sy Ghar aya
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
naukar - sahab aapka kutta to admi jaisa dikhta
hai.. kya khilate ho?
sahab - kamine ye kutta nahi h. mera beta h CA
kar rha h. abhi exam chal rahe hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)