Made in chaina
Kbi tm gaaur se dekho aaina,
to kuch hi hans k kaho ge made in chaina
by Sabir shah (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
5vi PASS me SHAHRUKH ne muze puchha india me
aisa kon hai jo 15 din me ek baar nahaata hai
Khuda kasam 5 crore thukra diye Magar tumhara
naam nahi bataya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:what is ur job
boy: i am in admin departmint
girl:which company?
Boy:are facebook pay 2,3 pages ka admin hun or kia chahye
by Sabir shah (few years ago!)
Ye keh kr Pathan Ne truck Larkioon pe charha Dia FARAZ,
Bachna ae Hasinoo Lo main aa Gaya.... . . , ., , , , , ,
JEO PATHAN
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek bar kuch banda
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Theacher- "LAdki sab ladko se hans ke baate karti hai. Batao is sentence me ladki kya hai?"
Student-"Sir, ladki bahut chaalu hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Aur Pathan Pani Peene Gaye To Glass Ulta Pada Tha.
Pehle Santa Ne Uthaya Aur Kaha.
Santa : “Iska To Muh Hi Band Hai”
Phir Pathan Ne Uthaya Aur Bola.
Pathan: “Abe Ye To Neeche Se Bhi Toota Hua Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Dukaandar : Aap Ye PEN Le Jaiye Khub Chalega
SANTA : Mujhe Chalnewala NahiLikhnewala PEN Chahiye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Afghanistan mein posted saabiq amreeki general McChrystal dismiss honay ke baad apnay hajjaam se baal katwa raha tha, hajjaam baar baar kahta.."Taliban.....Afghanistan"
Teen chaar baar sunnay ke baad saabiq jeneral ne hajjaam ko toka:
"ye tum har thorhi dair baad kion kahtay ho "Taliban, Afghanistan"?
hajjam haath jorh ker bola:
"sir, aap ke baal jism se chipkay huway hein, jub mein Taliban or Afghanistan ka naam leta hunn to khof se aap ke baal kharhay ho jaatay hein or yunn mein aasani se baal kaat leta hunn."
by Pak101.com (few years ago!)