DO SHARBI RAT KO
DO SHARBI RAT KO..
1ST.YAR KITNE BAJE HAI
2ND.PATHAR UTAYA AUR GHAR KI KIDKI PER MARA TO KACNH TUT GAYA
...
UPER SE BUDHI BOLI
..
..
..
NALAYKO SO JAO RAT KE 2 BAJE HAI
by Pak101.com (few years ago!) / 1067 views
Similar Jokes
There has been extensive Islamization in Pakistan.
No girl can walk in market without receiving religous compliments like
Subhan-Allah
&
Mashallah :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sharabi ne bahut zyada sharab pee le. Jab woh
ghar aaya to uss ne jeb se chabi nikali aur tala ko
kholney laga.
Haath kaapne ke wajha se chabi kabhi idhar hat
jati kabhi udhar hat jati, ek admi pass se guzra toh
sharabi ne usey bataya ki tala nahi khul rahi hai.
Uss shaks ne sharabi ke pass ja kar kaha, “lao chabi
tala main khol deta hoon”
Aur phir sharabee ne kaha, “Tala toh main hi
kholonga bas tum makan ko pakar ke rakhna”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BV se larayi khatam hoi?
1 dost: BV se larayi khatam hoi?
2nd dost: gutne taik k mere pass ai thi
1st: ussney gutne taik kay kia kaha?
2nd: yehi key bed k nichey se nikal aao khuch nahi kahongi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar gussey se: ‘Waiter! Chiken biryani me chiken hi nahi hain?’
Waiter: Sahab, gulab jamun mein kaun sa gulab hota hain…?
Sardar: Haan yar sorry…!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mota admi, patle admi se: tumhain dekh kar youn maloom hota hai ke qehet par geya ho,
patla admi: aur tumhain dekh kar lagta hai ke yeh qehet tumhari wajah se para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
AMERICAN : Ye building kitne din mai bani hai?
PATHAN : 1 maah main,
AMERICAN : Ye hmare mulk main to 2 weeks main ban jati hai,
...
Thora agay jane k baad phir Poucha : Ye building kitny din main bani hai?
PATHAN : Sirf 2 weeks main,
AMERICAN : Hmare mulk main to 3 days main ban jati hai,
Habib bank plaza k pas sey guzrey to AMERICAN ne poucha : Ye building kitney din main bani hai.?
PATHAN :
Pata nhi Subha to nhi thi :)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa mango juice ka glaas le kar baitha tha
Banta aaya aur fataak se juice pee gaya.
Santa – Meri to yaar kismat hi kharab hai. Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi, ghar me chori ho gayi, nalke me
paani nahi, ghar me light nahi.
Aab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha
aur wo bhi tu pee gaya saale!
by Pak101.com (few years ago!)
Medical Ka Teacher Class Mein Bachho Ko Samjha Raha Tha
Teacher: Agar Kisi Ladki Ko Mirgi Ka Attack Ho To Usko Lambe Samaye Tak Kiss Karo, Wo Theek Ho Jayegi
Pappu Ne Ye Suna Aur Excited Hokar Bola
Pappu: Par Sir, Usko Ye Attack Dilayen Kaise
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:aj ammi ne mujhe tere sath bitje pe jate howe dekh lya.0
boy:pher?
Girl:rakshae ka karaya wapas kar lia
by Sabir shah (few years ago!)